Forum Replies Created

Viewing 8 posts - 1 through 8 (of 8 total)
  • Author
    Posts
  • in reply to: Your Comments and Suggestions #11709
    princess1
    Participant

    Great work Guys!! Am glad to be back here 🙂
    And by the way, the olive color is dull but it is unique

    in reply to: Solve "d" Riddle….If u can… #69259
    princess1
    Participant

    Imagination!!

    I dont have a riddle right now 🙁

    in reply to: PLEASE TRANSLATE: TERE ISHQ KA MUJHPE HUA YE ASAR HAI #72512
    princess1
    Participant

    This song won’t make much sense on its own as it is a song of one (Nagin) who pretends to be one’s love to take revenge but in the middle of the song, He comes to know the truth when he sees her real form in the mirror.. Plus there are a few mistakes in the lyrics but I have given the meaning of the actual song.. Hope it helps

    RAFI:
    Tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai
    (Your love has had this effect on me)
    Na apni khabar hai na dil ke khabar hai
    (I have no idea about myself nor my heart)

    ASHA:
    Tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai
    (The effect of your love on me is such)
    Jidhar dekhte honton aata nazar hai
    (Where ever I see, I see you)
    Tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai
    (This is the effect your love has on me)

    RAFI:
    Tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai
    (This is the effect your love has on me)

    ASHA:
    Mujhay pyar aise tumhara mila hai
    (I have found your love in such a way)
    Ke galiyon ko jaise nazara mila hai
    (Like the streets have found lovely scenes)

    RAFI:
    Wo sheshay ne mujhko ishara mila hai
    (That I have found a signal in the mirror)
    Ke toofan ko jaise kinara mila hai
    (Like a hurricane has founf the edge)
    Tere he nazar say ye mere nazar hai
    (In your eyes, do I find my eyesight)
    (Tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai)2
    (This is the effect your love has on me)

    Mere raat ko kubsurat bana do
    (Make my nights very beautiful)
    Mulaqaat ko ab mohabat bana do
    (Turn these meetings into love now)

    ASHA:
    Agar mout bhi thi gale se laga lo
    (if your death comes,I will accept it)
    Mujhe apne dilke zaroorat bana lo
    (Make me your hearts desire/need)
    Ise raat mein ab to mere sahar hai
    (In this night resides my fortune now)
    (Tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai)2

    Ye jee chahata hai ha mere sanam
    (The heart desires now my love)
    Ke doke jaga ake hoon jayay ham
    (That instead of two, we become one)

    RAFI:
    Tere haath hai mout aur zindagee
    (In your hands lies my life and death)
    Lo ab agai pysile ke gharii
    (Now the time for decision has arrived)

    ASHA:
    Hota nahin ab to mujhsay safar hai
    (Now I can’t continue on this journey)
    (Tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai)2
    (This is the effect your love has on me)

    RAFI:
    Na apni khabar hai na dil ke khabar hai

    ASHA:
    Tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai

    RAFI:
    Tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai

    in reply to: Bhula Naa Sakoge Mujhe #72712
    princess1
    Participant

    Here you go

    bhula naa sakoge mujhe bhulkar tum
    (You won’t be able to forget me by forgetting about me)
    mai aksar tumhe yad aata rahunga
    (I will keep coming into your memories)
    kabhee khwab bankar kabhee yad bankar
    (Sometimes as a dream and sometimes as a thought)
    mai ninde tumhari churata rahunga
    (I will keep stealing your sleeps)
    bhula naa sakoge mujhe bhulkar tum
    (You won’t be able to forget me)

    kabhee jee raha hu kabhee mar raha hu
    (Sometimes I am living, other times I am dying)
    mujhe naa pata mai kya kar raha hu
    (I don’t even know what I am doing)
    ho kabhee bujh raha hu, kabhee jal raha hu
    (Sometimes I am extinguished, sometimes I am alight)
    kadam rokte hai magar chal raha hu
    (My feet are tired but I am still walking)
    mai yun hee chalunga milo naa milo tum
    (I will keep walking, whether I find you or not)
    mai aawaj dekar bulata rahunga
    (I will keep calling out to you)
    bhula naa sakoge mujhe bhulkar tum
    (You won’t be able to forget me)

    satayegi jab jab tumhe bekarari, tumhe yad aayegi mohabbat hamari
    (Whenever you will be restless, you will remember my love)
    ho sunoge kahee jo mohabbat kee bate, tumhe yad aayenge woh din woh rate
    (When ever you will listen to talks of love, you will remember those days and nights)
    gujari jo tumne baho me meree, mai sab yad tumko dilata rahunga
    (That you spent in my arms, I will keep reminding you all those)

    bhula naa sakoge mujhe bhulkar tum
    (You won’t be able to forget me)
    mai aksar tumhe yad aata rahunga
    (I will keep coming into your thoughts)
    kabhee khwab bankar, kabhee yad bankar
    (Sometimes as your dream, and as your thoughts)
    mai ninde tumhari churata rahunga
    (I will keep stealing your sleep)
    bhula naa sakoge mujhe bhulkar tum

    Lovely song

    in reply to: Translation request: Neeyat Kharab Hai #72725
    princess1
    Participant

    I am giving it a try… corrections are welcome

    Thoda thoda sawaab hai
    (It is a little good deed)
    Thoda thoda gunah hai
    (A little bit of sin)
    Fitrat ye teri na, khuli kitaab hai
    (This habit of yours, is an open book)
    Teri neeyat kharab hai
    (Your intentions are bad)
    Thoda thoda sawaab hai
    Thoda thoda gunah hai
    Fitrat ye teri na, khuli kitaab hai
    Teri neeyat kharab hai

    Chahe kya jaane kya hai kahani ye to btaa
    (What is it you want, what is the story, tell us this)
    Kis pe nazar hai, kis ki fikar hai ye to btaa
    (Who do you seek, who do you care for, tell us)
    Haan fitrat ye teri na, khuli kitaab hai
    Teri niyat kharab hai
    (Your intentions are bad)
    Kharab hai, kharab hai
    (bad)

    Betaabi hai har chaal mein
    (There is restlessness in every move)
    Doondhe jawaab, sawaal mein
    (You seek for answers in every question)
    Fitrat ye teri na, khuli kitaab hai
    (This habit of yours is an open book)
    Teri niyat kharab hai
    (Your intentions are bad)

    Thoda thoda sawaab hai
    Thoda thoda gunah hai
    Fitrat ye teri na, khuli kitaab hai
    Teri neeyat kharab hai
    Kharab hai, kharab hai

    Chahe kya jaane kya hai kahani ye to btaa
    Kis pe nazar hai, kis ki fikar hai ye to btaa
    Hmm fitrat ye teri na, khuli kitaab hai
    Teri neeyat kharab hai
    Kharab hai, kharab hai

    in reply to: Hello……. #72735
    princess1
    Participant

    I will try

    aaaaaaaaaaa….

    Aankhon ke Saagar
    (The ocean of eyes)
    Hotthon ke Saagar
    (The ocean of lips)
    Aankhon ke Saagar
    Hotthon ke Saagar

    Le doobe Hame
    (Is drowning me)
    Le Doobe Hame

    Aankhon ke Saagar
    Hotthon ke Saagar

    Le doobe Hame
    Le Doobe Hame

    Palkon ko aise
    (let the eyes like this)
    Palkon se chchoo le
    (touch my eyes)
    Ke jab dil mile
    (When two hearts meet)
    toh manzil mile
    (Then destiny is found)
    Tum bhi naa bhoole
    (You also don’t forget it)
    Hum bhi naa bhoole
    (Nor will I forget it)
    ke jab dil mile
    (That when hearts meet)
    toh manzil mile
    (The destiny is found)

    Aaankhon ke saagar…

    tadapna meraaa
    (My restlessnees/pining)
    hasna tera…
    (Your laughter)
    tadapna meraaa
    hasna tera…

    neende meri
    (My sleeps)
    sapna tera
    (Your dreams)

    Aankhon ke saagar
    hothon ke saagar
    Le doobe Hame
    Le Doobe Hame

    sabhi dooriyaan
    (All this separation)
    woh majbooriyaan
    (Those misfortunes)
    sabhi dooriyaan
    woh majbooriyaan
    bhulado unhe
    (Forget them)
    ke main hoon yahaan
    (Now that I am here)

    palkon ko aise
    palkon se chchoo le
    (The eyes touch/meet each other as such)
    ke jab dil mile
    toh manzil mile
    (That when hearts meet, the destination is found)
    tum bhi naa bhoolo
    hum bhi naa bhoole
    (Neither you nor I should forget that)
    ke jab dil mile
    toh manzil mile
    (That when hearts meet, the destiny is met)

    Aankhon ke Saagar
    Hotthon ke Saagar

    Le doobe Hame
    Le Doobe Hame

    Aankhon ke Saagar
    Hotthon ke Saagar

    in reply to: Kajol comeback – interview #29716
    princess1
    Participant

    Yes me too… can’t wait to see her again. Bet she is taking one movie at a time now. Hope to see her teamed with SRK

    *****Mujhe Saajan ke ghar jana hai *****

    in reply to: Veer Zara #28321
    princess1
    Participant

    I loved the movie ..have seen it so many times , but certain parts are missing from the dvd ..still love it…all three are great in it …SRK, Preity and Rani
    Also love all the songs in it…. listen to it often (in my car)

    ~~~~~~~*****Mujhe Saajan ke ghar jana hai ~~~~~~**********

Viewing 8 posts - 1 through 8 (of 8 total)