LYRIC


--MALE--
Sapnon ki rani, meri prem kahaani
Sun ae dil jaani
Tu chaahe kisi aur ko nahin hona nahin hona
Nahin hona nahin hona, nahin hona nahin hona
Mera sajan tere siva koi hona nahin hona
Nahin hona nahin hona, nahin hona nahin hona - 2
Tu chaahe kisi aur ko nahin hona nahin hona
Nahin hona nahin hona
Mera sajan tere siva koi hona nahin hona
Nahin hona nahin hona
Kiya kiya kiya kiya tune hai paagal
Oye paake tujhko soniye nahin khona nahin khona
Nahin khona nahin khona
Mera sajan tere siva koi hona nahin hona
Nahin hona nahin hona
Tere bina betaab dil yeh nahin laage nahin laage re
Nahin laage nahin laage nahin laage
Jud gaye khayaal-e-ishq ke yeh dhaage yeh dhaage re
Yeh dhaage yeh dhaage yeh dhaage
Chaahe aaj chaahe kal kar de tu mukammal
Pyaar ka yeh adhoora pal
Kiya kiya kiya kiya tune hai paagal
Oye paake tujhko soniye nahin khona nahin khona
Nahin khona nahin khona
Tu chaahe kisi aur ko nahin hona nahin hona
Nahin hona nahin hona

--FEMALE--
Tere liye rabaab mann ka yun baaje yun baaje re
Yun baaje yun baaje yun baaje
Jaise koi mayur ban mein hai naache hai naache re
Hai naache hai naache hai naache

--MALE--
Main bhanvra main baadal thaamke tera aanchal
Ankh se churaaoon kaajal
Kiya kiya kiya kiya tune hai paagal
Oye paake tujhko soniye nahin khona nahin khona
Nahin khona nahin khona, nahin khona nahin khona
Nahin khona nahin khona
Tu chaahe kisi aur ko nahin hona nahin hona
Nahin hona nahin hona
Mera sajan tere siva koi hona nahin hona
Nahin hona nahin hona, nahin hona nahin hona - 2
Nahin hona nahin hona

Added by

Mukesh

SHARE

Your email address will not be published.

ADVERTISEMENT

VIDEO

No Video Found

ADVERTISEMENTs