LYRIC


--FEMALE--
Tum kya jaano dil karta tumse kitna pyaar

--MALE--
Rehta hai mujhko bas tumhaara intezaar

--FEMALE--
Aisa hai yeh deewanapan

--MALE--
Jab tak naa dekhoon tumko, aaye naa qaraar

--FEMALE--
Lag jaao mere seene se yaar

--MALE--
Tum kya jaano dil karta tumse kitna pyaar

--FEMALE--
Rehta hai mujhko bas tumhaara intezaar

--MALE--
Aisa hai yeh deewanapan

--FEMALE--
Jab tak naa dehkoon tumko, aaye naa qaraar

--MALE--
Lag jaao mere seene se yaar

--FEMALE--
Pehle kabhi to dil mera itna nahin tha deewana
Kya cheez hai deewaangi, paake tujhe maine jaana

--MALE--
Tujhko dekha, tujhko chaaha, tera ho gaya
Jaane jaana main tere khwaabon mein kho gaya

--FEMALE--
Aa choom loon tujhe baar baar

--MALE--
Tum kya jaano dil karta tumse kitna pyaar

--FEMALE--
Rehta hai mujhko bas tumhaara intezaar

--MALE--
Aisa hai yeh deewanapan

--FEMALE--
Jab tak naa dehkoon tumko, aaye naa qaraar

--MALE--
Lag jaao mere seene se yaar
Uff kya samaa jawaan hai, aaghosh mein chaandni hai
Bikhri hai jo yahan vahan, voh pyaar ki roshni hai

--FEMALE--
Hai tere hi dam se meri chaahat ka jahan
Tere jaisa aashiq sab ko milta hai kahan

--MALE--
Tujhpe sanam meri jaan nisaar

--FEMALE--
Tum kya jaano dil karta tumse kitna pyaar

--MALE--
Rehta hai mujhko bas tumhaara intezaar

--FEMALE--
Aisa hai yeh deewanapan

--MALE--
Jab tak naa dekhoon tumko, aaye naa qaraar

--FEMALE--
Lag jaao mere seene se yaar

--MALE--
Aah aah aah, aah aah aah, aah aah aah, aah aah aah aah aah

Added by

Mukesh

SHARE

Your email address will not be published.

ADVERTISEMENT

VIDEO

No Video Found

ADVERTISEMENTs