LYRIC


--FEMALE--
Phool maangoon na bahaar maangoon - 2
Main to sanam tera pyaar maangoon

--MALE--
Chain maangoon na qaraar maangoon - 2
Main to sanam tera pyaar maangoon

--FEMALE--
Phool maangoon na bahaar maangoon

--MALE--
Jo bhi chhupaaya tha is dil mein
Maine tujhko bataaya

--FEMALE--
Raaz-e-mohabbat maine bhi
Tujhse kabhi na chhupaaya

--MALE--
Kaisi hoti hai lagi mujhko to bata

--FEMALE--
Is mein hai bechainiyaan, is mein hai nasha

--MALE--
Hosh maangoon na khumaar maangoon - 2
Main to sanam tera pyaar maangoon

--FEMALE--
Phool maangoon na bahaar maangoon

--MALE--
Chain maangoon na qaraar maangoon
Main to sanam tera pyaar maangoon

--FEMALE--
Phool maangoon na bahaar maangoon
Har dam chaahe itna mujhe
Hoga na aisa deewaana

--MALE--
Tere liye main jaane jahan
Chhodoon saara zamaana

--FEMALE--
Guzregi kaise bhala tanha zindagi

--MALE--
Ab to tere naam hai meri har khushi

--FEMALE--
Roop maangoon na singaar maangoon - 2
Main to sanam tera pyaar maangoon

--MALE--
Phool maangoon na bahaar maangoon

--FEMALE--
Chain maangoon na qaraar maangoon
Main to sanam tera pyaar maangoon

Added by

Mukesh

SHARE

Your email address will not be published.

ADVERTISEMENT

VIDEO

No Video Found

ADVERTISEMENTs