LYRIC

–MALE–
(Panchhi nadiyan pawan ke jhoken
Koi sarhad naa inhe roke) – 2
Sarhaden insaano ke liye hai
Socho, tumne aur maine
Kya paaya insaan hoke

–FEMALE–
Panchhi nadiyan pawan ke jhoken
Koi sarhad naa inhe roke
Sarhaden insaano ke liye hai
Socho, tumne aur maine
Kya paaya insaan hoke

–MALE–
Jo hum dono panchhi hote
Tairate hum is neele gagan mein
Pankh pasaare

–FEMALE–
Saari dharti apni hoti
Apne hote saare nazaare

–MALE–
Khuli fizaao mein udte – 2
Apne dilon mein hum saara pyaar samaake

–FEMALE–
Panchhi nadiyan pawan ke jhoken
Koi sarhad naa inhe roke

–MALE–
Sarhade insaano ke liye hai
Socho, tumne aur maine
Kya paaya insaan hoke

–FEMALE–
(Jo main hoti nadiyan aur tum
Pawan ke jhoken, to kya hota) – 2

–MALE–
Pawan ke jhoken nadi ke tan ko jab chhoote hai – 2
Lahere hi lahere banti hai
Hum dono jo milte to kuch aisa hota

–FEMALE–
Sab kehte yeh laher laher
Jaan bhi jaaye inko na koi toke

–MALE–
Panchhi nadiyan pawan ke jhoken
Koi sarhad naa inhe roke

–FEMALE–
Sarhade insaano ke liye hai
Socho, tumne aur maine
Kya paaya insaan hoke

–MALE–
Panchhi nadiyan pawan ke jhoken
Koi sarhad naa inhe roke

English Translation of Hindi Lyric

Words:

--MALE--
(Panchhi nadiyan pawan ke jhoken
Birds, rivers, gusts of wind
Koi sarhad naa inhe roke) - 2
No border inhibits them
Sarhaden insaano ke liye hain
Borders are for people
Socho, tumne aur maine
Think about it, what have you and I
Kya paaya insaan hoke
Obtained by being born as humans?

--FEMALE--
Panchhi nadiyan pawan ke jhoken
Birds, rivers, gusts of wind
Koi sarhad na inhe roke
No border inhibits them
Sarhaden insaano ke liye hain
Borders are for people
Socho, tumne aur maine
Think about it, what have you and I
Kya paaya insaan hoke
Obtained by being born as humans?

--MALE--
Jo hum dono panchhi hote
If we were both birds
Tairte hum is neele gagan mein
We would soar in this blue sky
Pankh pasaare
Spreading our wings

--FEMALE--
Saari dharti apni hoti
The entire Earth would be ours
Apne hote saare nazaare
Ours would be all sights

--MALE--
Khuli fizaaon mein udte - 2
In the open atmosphere we would fly
Apne dilon mein hum saara pyaar samaake
Taking all the love in our hearts

--FEMALE--
Panchhi nadiyan pawan ke jhoken
Birds, rivers, gusts of wind
Koi sarhad na inhe roke
No border inhibits them

--MALE--
Sarhaden insaano ke liye hain
Borders are for people
Socho, tumne aur maine
Think about it, what have you and I
Kya paaya insaan hoke
Obtained by being born as humans?

--FEMALE--
(Jo main hoti nadiyan aur tum
If I were a river and you
Pawan ke jhoken, to kya hota) - 2
Were a gust of wind, then what would happen?

--MALE--
Pawan ke jhoken nadi ke tan ko jab chhoote hai - 2
When a gust of wind touches the body of a river
Lahere hi lahere banti hai
Waves, waves are made
Hum dono jo milte to kuch aisa hota
If we would meet, then something like that would happen

--FEMALE--
Sab kehte yeh laher laher
Everyone says these waves
Jahan bhi jaaye inko na koi toke
Wherever they go, no one bumps against them

--MALE--
Panchhi nadiyan pawan ke jhoken
Birds, rivers, gusts of wind
Koi sarhad na inhe roke
No border inhibits them

--FEMALE--
Sarhaden insaano ke liye hain
Borders are for people
Socho, tumne aur maine
Think about it, what have you and I
Kya paaya insaan hoke
Obtained by being born as humans?

--MALE--
Panchhi nadiyan pawan ke jhoken
Birds, rivers, gusts of wind
Koi sarhad na inhe roke
No border inhibits them


Added by

Mukesh

SHARE

Your email address will not be published.

ADVERTISEMENT

VIDEO

No Video Found

ADVERTISEMENTs