LYRIC


--MALE--
Muskuraata hua, gul khilaata hua mera yaar - 2
Mera yaar mera yaar mera yaar - 2
Aankhen malta hua, tan churaata hua mera yaar - 2
Mera yaar mera yaar mera yaar - 2
(Gore gore mukh ko choome hire moti
Aisi sharaarat humse bhi hoti) - 2
Dheere se chhoo loon main gaalon ko
Choomoon main bheege se baalon ko
Bolo na

--FEMALE--
Na na na na

--MALE--
Na na karta hua, jag se darrta hua mera yaar - 2
Mera yaar mera yaar mera yaar - 2
(Pyaari pyaari chhabi hai ada bholi bhaali
Ab na lagaana honton pe laali) - 2
Dil pe kya beete hai jaano na
Itna sa kehna hai, maano na
Maano na

--FEMALE--
Haan baba

--MALE--
Haan haan karta hua, par sanwarta hua mera yaar - 2
Mera yaar mera yaar mera yaar - 2
(Khoye khoye naina dekhe mera sapna
Pyaar mubaarak mila koi apna) - 2
Chupke se baahon mein aaja na
Meri jaan ab to na sharmaana
Sharma na

--FEMALE--
Jaa jaa

--MALE--
Jaa jaa kehta hua dard sehta hua mera yaar - 2
Mera yaar mera yaar mera yaar - 2
Muskuraata hua, gul khilaata hua mera yaar

Added by

Mukesh

SHARE

Your email address will not be published.

ADVERTISEMENT

VIDEO

No Video Found

ADVERTISEMENTs