LYRIC


--FEMALE--
Dil le gaya
Dil le gaya pardesi koi rokna tha - 2
Kya hoga hoga hoga mera sochna tha
O kya hoga hoga hoga mera sochna tha
Kya hoga hoga hoga mera sochna tha - 3
Dil le gaya pardesi koi rokna tha
Kya hoga hoga hoga mera sochna tha
O kya hoga hoga hoga mera sochna tha
Aag kyoon lagaaye dhola sard sard paani mein
Kyoon mujhe jalaaye aise tu bhari jawaani mein
O, aag kyoon lagaaye dhola sard sard paani mein
Kyoon mujhe jalaaye aise tu bhari jawaani mein
Tanha tadapke aise kahin mar na jaaoon main
Kya hai beqaraari meri, kaise yeh bataaoon main
Kya ho gaya
Kya ho gaya kab kaise mujhe hosh na tha - 2
Kya hoga hoga hoga mera sochna tha - 2
Ek dusre ko dilbar aise aazmaane mein
Umr beet jaaye na yun roothne manaane mein
Haan, ek dusre ko dilbar aise aazmaane mein
Umr beet jaaye na yun roothne manaane mein
Door jitna jaayega tu, paas utna aaoongi
Baazuon mein teri saari zindagi bitaaoongi
Chaaha tujhe
Chaaha tujhe jo maine mera dosh na tha - 2
Kya hoga hoga hoga mera sochna tha
O kya hoga hoga hoga mera sochna tha
Dil le gaya pardesi koi rokna tha - 2
Kya hoga hoga hoga mera sochna tha
O kya hoga hoga hoga mera sochna tha
Kya hoga hoga hoga mera sochna tha - 2
O kya hoga hoga hoga mera sochna tha

Added by

Mukesh

SHARE

Your email address will not be published.

ADVERTISEMENT

VIDEO

No Video Found

ADVERTISEMENTs