LYRIC


--MALE--
Aashiqui aashiqui, aashiqui aashiqui
Aashiqui aashiqui aashiqui
Aashiqui banke meri duniya mein jaaneman aa jaa na
Teri khushboo se yeh meri zindagaani maheka jaa na
Aashiqui banke meri duniya mein jaaneman aa jaa na
Aana aise ke phir kabhi lautke sanam na jaana
Aashiqui aashiqui o, aashiqui aashiqui o
Aashiqui aashiqui aashiqui

--FEMALE--
Aashiqui aashiqui o, aashiqui aashiqui o
Aashiqui aashiqui aashiqui

--MALE--
Yeh teri ada sataaye mujhe yun raaton mein
Tu hi tu hai chhupi ab to mere har khwaabon mein

--FEMALE--
Aasaan nahin hai mujhko banaana yun baaton mein
Main hoon titli nahin jo aa jaaye kisi ke haathon mein

--MALE--
Aashiqui aashiqui o, aashiqui aashiqui o
Aashiqui aashiqui aashiqui

--FEMALE--
Aashiqui aashiqui o, aashiqui aashiqui o
Aashiqui aashiqui aashiqui
Yeh aashiqui meri hai bas uske liye
Jo mera ho jaayega saaton janam ke liye

--MALE--
Pyaar itna chhupa hai is dil mein sanam tere liye
Kam lagte hai mujhko sau janam bhi tere liye

--FEMALE--
Aashiqui banke meri duniya mein jaaneman aa jaa na
Teri khushboo se yeh meri zindagaani maheka jaa na

--MALE--
Yaar banke tu aa jaa na, dildaar banke tu aa jaa na
Khumaar banke tu aa jaa na, mera pyaar banke tu aa jaa na

--FEMALE--
O, aashiqui banke meri duniya mein jaaneman aa jaa na
Aana aise ke phir kabhi lautke sanam na jaana
Aashiqui aashiqui o, aashiqui aashiqui o
Aashiqui aashiqui aashiqui

--MALE--
Aashiqui aashiqui o, aashiqui aashiqui o
Aashiqui aashiqui aashiqui

Added by

Mukesh

SHARE

Your email address will not be published.

ADVERTISEMENT

VIDEO

No Video Found

ADVERTISEMENTs