--FEMALE-- (Hansta hua nooraani chehra Kaali zulfein rang sunehra Teri jawaani tauba tauba re Dilrooba dilrooba, dilrooba dilrooba) - 2 Pehle teri aankhon ne loot liya door se, pehle teri Pehle teri aankhon ne loot liya door se Phir yeh sitam tan tan ke dekhna guroor se O deewaane, o deewaane Tu kya jaane, haan tu kya jaane Dil ki beqaraariyaan hai kya Hansta hua nooraani chehra Kaali zulfein rang sunehra Teri jawaani tauba tauba re Dilrooba dilrooba, dilrooba dilrooba Jee bharke tadpa le jee bharke waar kar, jee bharke Jee bharke tadpa le jee bharke waar kar Sab kuch gawaara hai, thoda sa pyaar kar Tu hai dil mein, oye tu hai dil mein Dil mushkil mein, haaye dil mushkil mein Ab na dil ki mushkilein badha Hansta hua nooraani chehra Kaali zulfein rang sunehra Teri jawaani tauba tauba re Dilrooba dilrooba, dilrooba dilrooba
See More Lyrics from movie Parasmani

Awesome song