LYRIC


--MALE--
ruke nahin ruke nahin kahin
kabhi tere kadam, mere kadam
kahe sabhi aake yahan
dekhen sabhi teri meri yaariyan

--MALE 2--
jo bhi kahe asie kahe
kahe sabhi kaise hua kaise hua
jaane nahin koi yahan
jo bhi hua kaise kiya kya kiya
aaj yeh din to hai tera
kal kya ho koi jaane na jaane na
na na na na na

--BOTH--
(yaaro na fikar na parwaah
yaaro thats the way we are) - 2

--MALE 2--
yeh hai maana woh hai gunaah
tere liye yeh hai galat woh hai bura
kaise jeeye koi yahan maan ke duniya
ke kaayade

--MALE 1--
aise raho waise raho
nahin nahin yeh karo
woh na karo
kahe sabhi dekho yahan
dekh ke apne hi faayade

--MALE 2--
pal do pal ki zindagi
chain ek pal dil paaye na paaye na
na na na na na

--BOTH--
(yaaro na fikar na parwaah
yaaro thats the way we are) - 2
badle zamaana badle yeh mausam
badlenge na hum humein hai kasam
ruke nahin ruke nahin kahin kabhi
tere kadam mere kadam
kahe sabhi aake yahan
dekhe sabhi teri meri yaariyan
jo bhi kahe aise kahe
kahe sabhi kaise hua kaise hua
jaane nahi koi yahan
jo bhi hua kaise kiya kya kiya
aaj yeh din to hai tera
kal kya ho koi jaane na jaane na
na na na
(yaaro na fikar na parwaah
yaaro thats the way we are) - 2

Added by

Mukesh

SHARE

Your email address will not be published.

ADVERTISEMENT

VIDEO

No Video Found

ADVERTISEMENTs