LYRIC


--MALE--
Khoobsurat aankhon waali khoobsurat pyaar kar
Pyaar hai har ek jawaan dil ki zaroorat
Pyaar kar, pyaar kar, pyaar kar, pyaar kar, pyaar kar
Ankhiyaan ankhiyaan, khoobsurat ankhiyaan - 2
Ankhiyaan ankhiyaan ankhiyaan
Teri ankhiyaan baatein karti hain
Ankhiyaan ankhiyaan, khoobsurat ankhiyaan
Ankhiyaan ankhiyaan ankhiyaan
Teri ankhiyaan baatein karti hain
Kabhi uth jaati hain, kabhi jhuk jaati hain
Kabhi uth jaati kabhi jhuk jaati
Na jaane kya kya karti hain
Ankhiyaan ankhiyaan, khoobsurat ankhiyaan - 2
(Koi bala hai yeh, koi qeher hai yeh
Yeh ankhiyaan teri qayaamat hai) - 2
Ek pal mein kar de hosh yeh gum
Yeh ankhiyaan teri aafat hai
Haan kabhi itraaye, kabhi sharmaaye
Kabhi itraaye kabhi sharmaaye
Na jaane kya kya karti hain
Ankhiyaan ankhiyaan, khoobsurat ankhiyaan
Ankhiyaan ankhiyaan haaye khoobsurat akhiyaan
(Bin lafzon ke sab kuch bole
Kehne ki baat ko samjha de) - 2
Ek aisa jaadu hai in mein
Jo bhi chaahe voh karva de
Haan main kya samjhoon, main kya jaanoon
Main kya samjhoon main kya jaanoon
Na jaane kya kya karti hain
Ankhiyaan ankhiyaan, khoobsurat ankhiyaan - 2

Added by

Mukesh

SHARE

Your email address will not be published.

ADVERTISEMENT

VIDEO

No Video Found

ADVERTISEMENTs