--MALE-- Woh lamhe woh baatein Koi na jaane Thi kaisi raatein Barsaatein Woh bheegi bheegi yaadein Woh bheegi bheegi yaadein Na main jaanu Na tu jaane Kaisa hai yeh mausum Koi na jaane Kahin se yeh fiza aayi Ghumon ki dhoop sang laayi Khafa ho gaye hum Judaa ho gaye hum Woh lamhe woh baatein Koi na jaane Thi kaisi raatein Barsaatein Woh bheegi bheegi yaadein Woh bheegibheegi yaadein Sagar ki geheryayi se Gehra hai apna pyaar Seharon ki, in hawaaon mein Kaise aayegi bahar Kahan se yeh hawa aayi Ghatayein khaali kyun chayee Khafa ho gaye hum Judaa ho gaye hum Woh lamhe woh baatein Koi na jaane Thi kaisi raatein Ohhh barsaatein Woh bheegi bheegi yaadein Woh bheegi bheegi yaadein
Added by
Mukesh
WRITE A COMMENT
WRITE A COMMENT

No comments yet