--FEMALE-- Tum kya jaano dil karta tumse kitna pyaar --MALE-- Rehta hai mujhko bas tumhaara intezaar --FEMALE-- Aisa hai yeh deewanapan --MALE-- Jab tak naa dekhoon tumko, aaye naa qaraar --FEMALE-- Lag jaao mere seene se yaar --MALE-- Tum kya jaano dil karta tumse kitna pyaar --FEMALE-- Rehta hai mujhko bas tumhaara intezaar --MALE-- Aisa hai yeh deewanapan --FEMALE-- Jab tak naa dehkoon tumko, aaye naa qaraar --MALE-- Lag jaao mere seene se yaar --FEMALE-- Pehle kabhi to dil mera itna nahin tha deewana Kya cheez hai deewaangi, paake tujhe maine jaana --MALE-- Tujhko dekha, tujhko chaaha, tera ho gaya Jaane jaana main tere khwaabon mein kho gaya --FEMALE-- Aa choom loon tujhe baar baar --MALE-- Tum kya jaano dil karta tumse kitna pyaar --FEMALE-- Rehta hai mujhko bas tumhaara intezaar --MALE-- Aisa hai yeh deewanapan --FEMALE-- Jab tak naa dehkoon tumko, aaye naa qaraar --MALE-- Lag jaao mere seene se yaar Uff kya samaa jawaan hai, aaghosh mein chaandni hai Bikhri hai jo yahan vahan, voh pyaar ki roshni hai --FEMALE-- Hai tere hi dam se meri chaahat ka jahan Tere jaisa aashiq sab ko milta hai kahan --MALE-- Tujhpe sanam meri jaan nisaar --FEMALE-- Tum kya jaano dil karta tumse kitna pyaar --MALE-- Rehta hai mujhko bas tumhaara intezaar --FEMALE-- Aisa hai yeh deewanapan --MALE-- Jab tak naa dekhoon tumko, aaye naa qaraar --FEMALE-- Lag jaao mere seene se yaar --MALE-- Aah aah aah, aah aah aah, aah aah aah, aah aah aah aah aah
Added by
Mukesh
WRITE A COMMENT
WRITE A COMMENT

No comments yet