--FEMALE-- Is nazaakat ko qayaamat se na kam samjho Hamein yeh chaahne waalon na mitti ka sanam samjho Thoda resham lagta hai, ho thoda sheesha lagta hai (Thoda resham lagta hai, thoda sheesha lagta hai Heere moti jadte hain, thoda sona lagta hai Aisa gora badan tab banta hai) - 2 Thoda resham lagta hai, thoda sheesha lagta hai O, dil ko pyaar ka rog lagaake zakhm banaane padte hai Khoon-e-jigar se armaanon ke phool khilaane padte hai Dil ko pyaar ka rog lagaake zakhm banaane padte hai Khoon-e-jigar se armaanon ke phool khilaane padte hai Dard hazaaron uthte hain, kitne kaantein chubhte hain Kaliyon ka chaman tab banta hai Thoda resham lagta hai, thoda sheesha lagta hai Heere moti jadte hain, thoda sona lagta hai Aisa gora badan tab banta hai Thoda resham lagta hai, thoda sheesha lagta hai O ho, o o (Hanske do baatein kya kar li, tum to ban baithe saiyyaan Pehle in ka mol to poochho, phir pakdo hamri baiyaan) - 2 Dil daulat duniya teenon pyaar mein koi haare to Voh mera sajan tab banta hai (Thoda resham lagta hai, thoda sheesha lagta hai Heere moti jadte hain, thoda sona lagta hai Aisa gora badan tab banta hai) - 2 Thoda resham lagta hai, thoda sheesha lagta hai O ho, o o, aa aa aa, o o o o
Added by
Mukesh
WRITE A COMMENT
WRITE A COMMENT

No comments yet