--MALE-- Hey hey, hey hey, mm mm mm, hmm hmm hmm Oh oh oh, aah ha ha Sochenge tumhe pyaar kare ke nahin - 2 Yeh dil beqaraar kare ke nahin (Khwaabon mein chhupaaya tumko Yaadon mein basaaya tumko) - 2 Miloge hamein tum jaanam kahin na kahin Sochenge tumhe pyaar kare ke nahin Yeh dil beqaraar kare ke nahin Tum ho khilta maheka sa kanwal - 2 Hum jo gaaye, tum ho voh ghazal Kamsin bhola sa mukhda, lagti ho chaand ka ek tukdaa Hum kitni tareef kare, dekh ke tumko aahein bhare Tumsa nahin hai koi pyaara sanam, pyaara sanam Sochenge tumhe pyaar kare ke nahin Yeh dil beqaraar kare ke nahin Hey hey, hey hey hey, la la la la laa laa La la la laa laa, hey hey hey hey hey Jis din tumko dekhegi nazar - 2 Jaane dil pe hoga kya asar Rakhenge tumko nigaahon mein, bhar lenge tumhe baahon mein Zulfon ko hum suljhaayenge, ishq mein duniya bhoolaayenge Yeh beqaraari ab to hogi na kam, hogi na kam Sochenge tumhe pyaar kare ke nahin Yeh dil beqaraar kare ke nahin (Khwaabon mein chhupaaya tumko Yaadon mein basaaya tumko) - 2 Miloge hamein tum jaanam kahin na kahin Sochenge tumhe pyaar kare ke nahin Yeh dil beqaraar kare ke nahin Hey hey, la la la la laa laa La la la la laa laa, hey hey hey hey hey
Added by
Mukesh
WRITE A COMMENT
WRITE A COMMENT

No comments yet