--MALE-- Ruk jaa, o dil deewane Poochhoon to main zara Ladki hai ya hai jaadu Khushboo hai ya nasha Haan ruk jaa, o dil deewane Poochhoon to main zara Arre ladki hai ya hai jaadu Khushboo hai ya nasha Paas woh aaye to chhooke main dekhoon zara Ruk jaa, o dil deewane Poochhoon to main zara Dekhe woh idhar, hanske bekhabar Thaamke dil hum khade hain Gumsum si nazar uski hai magar Honton pe shikwe bade hain Baat ban jaaye to main baat chhedoon zara Ruk jaa, o dil deewane Poochhoon to main zara Ha ha, ladki hai ya hai jaadu Khushboo hai ya nasha Sharmaa woh gayi, ghabraa woh gayi Maine jo usko pukaara Yeh dil le liya, usne kar diya Aankhon hi aankhon mein ishaara Jaan bhi jaaye to gham na karoon main zara Ruk jaa, o dil deewane Poochhoon to main zara Hey, ladki hai ya hai jaadu Khushboo hai ya nasha Mehfil mein haseen tu hi to nahin Roothi tu kis liye akeli Jispe yun fidaa yeh dil ho gaya Woh to hai teri ek saheli Maan woh jaaye to baahon mein le loon zara Ruk jaa, o dil deewane Poochhoon to main zara Arre ladki hai ya hai jaadu Khushboo hai ya nasha Paas woh aaye to chhooke main dekhoon zara
Added by
Mukesh
WRITE A COMMENT
WRITE A COMMENT

No comments yet