--FEMALE-- Mera dil tere liye dhadakta hai, oh, oh, dhadakta hai --MALE-- Dekhoon jo tujhe to yeh dil bahekta hai, ho, ho, bahekta hai Zara paas aa tere lab choom loon --FEMALE-- Main kya chaahti hoon main kaise kahoon --MALE-- Zara paas aa tere lab choom loon --FEMALE-- Main kya chaahti hoon main kaise kahoon Sameto na baahon mein yeh gora badan --MALE-- Bujhegi bhala kaise dil ki aggan Koi shola seene mein bhadakta hai, ho, ho, bhadakta hai --FEMALE-- Oh, naya dard hai yeh to nayi pyaas hai --MALE-- Jawaani ka pehla ehsaas hai --FEMALE-- Naya dard hai yeh to nayi pyaas hai --MALE-- Jawaani ka pehla ehsaas hai --FEMALE-- Mohabbat ka pe nasha chhaa gaya --MALE-- Kuch bhi ho jaanam, mazaa aa gaya --FEMALE-- Ke ab dil sambhaale na, sambhalta hai, oh, oh, sambhalta hai --BOTH-- Mera dil tere liye dhadakta hai, oh, oh, dhadakta hai
Added by
Mukesh
WRITE A COMMENT
WRITE A COMMENT

No comments yet