--MALE-- Kisi ne mera naam likha, naam mere paigaam likha Pyaar likha inkaar likha, yeh dil gaya voh gaya Jaane mujhe kya ho gaya, deewaana dil yeh kho gaya Jaane mujhe kya ho gaya Kisi ne mera naam likha, naam mere paigaam likha Pyaar likha inkaar likha, yeh dil gaya voh gaya Jaane mujhe kya ho gaya, deewaana dil yeh kho gaya Jaane mujhe kya ho gaya --CHORUS-- Dil tera kyoon rootha hai, chain kisne loota hai Humko bhi to bata Kaun hai voh kya karti hai, tujhko kaisi lagti hai Humko bhi to bata --MALE-- Haan, uska chehra dekhne ko Chaand din mein jaagta hai Uski aisi ada Jaane mujhe kya ho gaya, deewaana dil yeh kho gaya Jaane mujhe kya ho gaya --CHORUS-- Ab yeh dil judne ko hai, raaz abhi khulne ko hai Aayega ab maza Usne tujhko yaar kaha ya sorry sweetheart kaha Ab chalega pata --MALE-- Hey, usne mujhko yaar kaha hai Ek nahin sau baar kaha hai Voh bhi raaton ko jagti hai Usne din ko shaam kaha hai Voh karegi vafa Haan mujhe pyaar ho gaya, deewaana dil yeh kho gaya Haan mujhe pyaar ho gaya Kisi ne mera naam likha, naam mere paigaam likha Pyaar likha inkaar likha, yeh dil gaya voh gaya Haan mujhe pyaar ho gaya, haan mujhe pyaar ho gaya Haan haan mujhe pyaar ho gaya
Added by
Mukesh
WRITE A COMMENT
WRITE A COMMENT

No comments yet