--MALE-- (Pyaar se nazar mili to pyaar ho gaya Mera dil deewaana beqaraar ho gaya) - 2 Rafta rafta dheere dheere chaahatein badhi Chhaa gaya ajeeb sa nasha (Ishq to jaadu hai, jaadu to jaadu hai Jaadu chal jaata hai, o sanam) - 2 --FEMALE-- Pyaar se nazar mili to pyaar ho gaya Mera dil deewaana beqaraar ho gaya Rafta rafta dheere dheere chaahatein badhi Chhaa gaya ajeeb sa nasha (Ishq to jaadu hai, jaadu to jaadu hai Jaadu chal jaata hai, o sanam) - 2 --MALE-- Hey, pyaar se nazar mili to pyaar ho gaya Mera dil deewaana beqaraar ho gaya Aankhon ki shokhi to asar kar gayi Saare jahaan se bekhabar kar gayi --FEMALE-- Koi baat hai is mulaaqaat mein Bahekne lagi main tere saath mein --MALE-- Ho, teri is ada pe main nisaar ho gaya Mera dil deewaana beqaraar ho gaya Rafta rafta dheere dheere chaahatein badhi Chhaa gaya ajeeb sa nasha (Ishq to jaadu hai, jaadu to jaadu hai Jaadu chal jaata hai, o sanam) - 2 --FEMALE-- O, pyaar se nazar mili to pyaar ho gaya Mera dil deewaana beqaraar ho gaya Baahon mein jaane jaan mujhe thaam le Honton se honton ka naya jaam le --MALE-- O, main tere khayaalon mein khoya rahoon Jaaga rahoon chaahe soya rahoon --FEMALE-- Haal mera aisa pehli baar ho gaya Mera dil deewaana beqaraar ho gaya Rafta rafta dheere dheere chaahatein badhi Chhaa gaya ajeeb sa nasha (Ishq to jaadu hai, jaadu to jaadu hai Jaadu chal jaata hai, o sanam) - 2 --MALE-- Pyaar se nazar mili to pyaar ho gaya Mera dil deewaana beqaraar ho gaya Rafta rafta dheere dheere chaahatein badhi Chhaa gaya ajeeb sa nasha Ishq to jaadu hai, jaadu to jaadu hai Jaadu chal jaata hai, o sanam --FEMALE-- Ishq to jaadu hai --MALE-- Jaadu to jaadu hai Jaadu chal jaata hai, o sanam
Added by
Mukesh
WRITE A COMMENT
WRITE A COMMENT

No comments yet