--MALE 1-- (uski aankhon mein baatein baaton mein jaadoo) - 2 --MALE 2-- jaadoo mein kho gaye hum ho gaye bekaboo i looked at you you looked at me aur hogayi mushkil --MALE 1-- and you became my destiny tu hi meri manzil --BOTH-- (dus bahane karke le gaye dil le gaye dil dus bahane karke le gaye dil) - 2 --MALE 1-- yeh dil to pehle aisa nahin tha --BOTH-- kisne behkaya aisa sapna dikhaya kyun --MALE 2-- yeh aankhein meri dekhe ussi ko --BOTH-- soche bina hi usse apna banaya kyun jeena to marne se abh hai kayi mushkil khudko jo khoya to woh hogaya haasil (dus bahane karke le gaye dil le gaye dil dus bahane karke le gaye dil) - 2 --MALE 2-- kisne kisiko haske bulaya baatein banaake koi jaadoo sa chalaya tha bas dekha dekhi dil se hui thi duniya bhulaake koi aaisa dil pe chayaa tha kiske bin kya hoga yeh kahe sake na dil khudko yeh samjhana abh hogaya mushkil --BOTH-- (dus bahane karke le gaye dil le gaye dil dus bahane karke le gaye dil) - 2 --MALE 1-- uski aankhon mein baatein --MALE 2-- baaton mein jaadoo --BOTH-- jaadoo mein kho gaye hum hogaye bekaboo --MALE 1-- i looked at you you looked at me aur ho gayi mushkil --MALE 2-- and you became my destiny tu hi meri manzil --BOTH-- (dus bahane karke le gaye dil le gaye dil dus bahane karke le gaye dil) - 3
Added by
Mukesh
WRITE A COMMENT
WRITE A COMMENT

No comments yet