--FEMALE-- (dil ne jise apna kaha - 2 bekhabar woh hai wahan jaane par zameen asmaan) - 2 mili nazar unse par thi hayaa darmiyan baaton mein bhi kahe na saki dil ki baatein zubaan ab hai hulchul pal pal bekal dhoonde hain unko dil ke chale zara unke hi manzil bole raaze dil par ab woh hai kahan dil ne jise apna kaha - 2 bekhabar woh hai wahan jaane par zameen asmaan khili khile kaise hai raat milke woh chaand se door hain hum milke bhi dekhenge aapse tim tim jaage aankhon ke taare unki hi raahon mein ke yuhni kabhi unke bhi dil mein jaage mohabbat aaye woh yahan dil ne jise apna kaha - 2 bekhabar woh hai wahan jaane par zameen asmaan --MALE-- shaam-o-saher chaaro peher dhoonda tujhe har disha haan magar haar kar aa gayi yeh nighaa saaye ko tere tarse aankhen tarpe hai dil mera ke tere bina pyar wafa kya mera yahan kya apna lutaa jahan dil ne jise apna kaha - 2 kho gaya hai woh kahan soone hain zameen asmaan
Added by
Mukesh
WRITE A COMMENT
WRITE A COMMENT

No comments yet