--FEMALE-- Kisi ki nigaahon se yeh khwaab churaata hai Kisi ke khayaalon ko khayaalon mein chhupaata hai Ho kisi ki nigaahon se yeh khwaab churaata hai Kisi ke khayaalon ko khayaalon mein chhupaata hai Raaton ko jagaata hai, din mein sataata hai Bechain hai shaam se Ho dil gaya gaya gaya kaam se Dil gaya gaya gaya kaam se Kisi ki nigaahon se yeh khwaab churaata hai Kisi ke khayaalon ko khayaalon mein chhupaata hai Raaton ko jagaata hai, din mein sataata hai Bechain hai shaam se Dil gaya gaya gaya kaam se Hey hey hey dil gaya gaya gaya kaam se Aake baahon mein yaar ki yeh to khone laga Dekho deewaana pyaar mein paagal hone laga Kaise main ise samjhaaoon bhala Dhadke hai dilbar ke naam se Dil gaya gaya gaya kaam se Hey hey hey dil gaya gaya gaya kaam se Jhoome reh rehke hosh mein chaahe tanhaaiyaan Bhoole duniya ko josh mein dhoonde parchhaaiyaan Armaanon ko chhede har ghadi Rahe ab na ek pal aaraam se Dil gaya gaya gaya kaam se Hey hey hey dil gaya gaya gaya kaam se Kisi ki nigaahon se yeh khwaab churaata hai Kisi ke khayaalon ko khayaalon mein chhupaata hai Raaton ko jagaata hai, din mein sataata hai Bechain hai shaam se Ho dil gaya gaya gaya kaam se Dil dil dil dil gaya gaya gaya kaam se Yeah yeah yeah dil gaya gaya gaya
Added by
Mukesh
WRITE A COMMENT
WRITE A COMMENT

No comments yet