--FEMALE-- Jaisi hawa mein udte hain yeh panchhi O mere hamnasheen ud jaaye hum kahin Bana le ghar hum aisi jaga par Hamein na ho kabhi kisi ka jahan darr O mere jaaneman, kehti hai yeh lagan Mil jaayegi hamein manzil apni ek din Teri chaahat mein paagal hoon Deewaani hoon main deewaani hoon Kahoon main kya, karoon main kya Deewaani hoon main deewaani hoon --MALE-- Teri chaahat mein paagal hoon Deewaana hoon main deewaana hoon Kahoon main kya, karoon main kya Deewaana hoon main deewaana, huh --FEMALE-- Dil lena hai to dil dena bhi hoga Kuch kehna bhi hoga, kuch sunna bhi hoga Mohabbat ka yeh donon pe hai karam Aa vaada kar le hum, chaahat na ho yeh kam O mere jaaneman, kehti hai yeh lagan Mil jaayegi hamein manzil apni ek din Aise na ghabra, baahon mein aa bhi jaa Sun le kehti hai kya meri yeh dhadkan Teri chaahat mein paagal hoon Deewaani hoon main deewaani hoon Kahoon main kya, karoon main kya Deewaani hoon main deewaani hoon --MALE-- Teri chaahat mein paagal hoon Deewaana hoon main deewaana hoon Kahoon main kya, karoon main kya Deewaana hoon main deewana, huh --FEMALE-- Teri chaahat mein paagal hoon Deewaani hoon main deewaani hoon Kahoon main kya, karoon main kya Deewaani hoon main deewaani hoon --MALE-- O meri jaaneman, kehti hai yeh lagan Mil jaayegi hamein manzil apni ek din --FEMALE-- Aise na ghabra, baahon mein aa bhi jaa Sun le kehti hai kya meri yeh dhadkan Teri chaahat mein paagal hoon Deewaani hoon main deewaani hoon Kahoon main kya, karoon main kya Deewaani hoon main deewaani hoon --MALE-- Teri chaahat mein paagal hoon Deewaana hoon main deewaana hoon Kahoon main kya, karoon main kya Deewaana hoon main deewana, huh Teri chaahat mein paagal hoon Kahoon main kya, karoon main kya Teri chaahat mein paagal hoon Kahoon main kya, karoon main kya --BOTH-- Teri chaahat mein paagal hoon --FEMALE-- Deewaani hoon main deewaani hoon --BOTH-- Kahoon main kya, karoon main kya --FEMALE-- Deewaani hoon main deewaani hoon --BOTH-- Teri chaahat mein paagal hoon --FEMALE-- Deewaani hoon main deewaani hoon --BOTH-- Kahoon main kya, karoon main kya --FEMALE-- Deewaani hoon main deewaani hoon --BOTH-- Teri chaahat mein paagal hoon --FEMALE-- Deewaani hoon main deewaani hoon --BOTH-- Kahoon main kya, karoon main kya --FEMALE-- Deewaani hoon main deewaani hoon
Added by
Mukesh
WRITE A COMMENT
WRITE A COMMENT

No comments yet