--FEMALE or MALE-- Yeh dil yeh dil, yeh dil yeh dil yeh dil - 2 Deewana deewana ho jaaye, chain ko chain na aaye Pyaar se pyaar ho jaaye, jab yeh dil kho jaaye Deewana deewana ho jaaye, chain ko chain na aaye Pyaar se pyaar ho jaaye, jab yeh dil kho jaaye Raahon mein koi mil jaata hai Dil ko chura le jaata hai, aa ha ha Dil usi ka ho jaata hai Lautke phir nahin aata hai Saanson ki saansein ruk jaaye, neend ko neend na aaye Dard ka dard badhaaye, jab yeh dil kho jaaye Deewana deewana ho jaaye, chain ko chain na aaye Pyaar se pyaar ho jaaye, jab yeh dil kho jaaye Dil kisi ne mera le liya Dil ke badle dil diya, aa ha ha Rab se hai meri dua Dil se dil na ho judaa Aankhon se aankhen mil jaaye, haathon mein haath aa jaaye Baaton mein baat ho jaaye, jab yeh dil kho jaaye Deewana deewana ho jaaye, chain ko chain na aaye Pyaar se pyaar ho jaaye, jab yeh dil kho jaaye Yeh dil yeh dil, yeh dil yeh dil, yeh dil yeh dil...
Added by
Mukesh
WRITE A COMMENT
WRITE A COMMENT

No comments yet