--MALE-- Aisa ho jaayega, maine socha nahin Dil yeh kho jaayega, maine jaana nahin --FEMALE-- Tum ho mere sanam, bhool jaana nahin Tumko meri kasam, door jaana nahin --MALE-- Chhamiya! Le gayi le gayi, oye le gayi le gayi - 2 Le gayi le gayi, le gayi le gayi, dil le gayi Le gayi le gayi, le gayi le gayi, dil le gayi Dekho meri chhamiya mera dil le gayi Oye le gayi le gayi, le gayi le gayi, dil le gayi Dekho meri chhamiya mera dil le gayi Arre atke jhatke maar maar ke aajaa ke gayi (chhamiya!) Le gayi le gayi, le gayi le gayi, dil le gayi Dekho meri chhamiya mera dil le gayi Arre atke jhatke maar maar ke aajaa ke gayi (chhamiya!) --FEMALE-- Le gaya le gaya, le gaya le gaya, dil le gaya Dekho mera chhaila mera dil le gaya Oye le gaya le gaya, le gaya le gaya, dil le gaya Dekho mera chhaila mera dil le gaya Atke jhatke maar maar ke aaja ke gaya (chhaila!) Le gaya le gaya, le gaya le gaya, dil le gaya Dekho mera chhaila mera dil le gaya --MALE-- Tera mera charcha hai, chhap gaya parcha hai - 2 Teri meri shaadi ka naa kharcha hai --FEMALE-- Charchon se darrna kya, parchon ka karna kya Shaadi ke bina jeena marna kya --MALE-- Arre hatke phatke maar maar ke aaja ke gayi (chhamiya!) (Le gayi le gayi, le gayi le gayi, dil le gayi Dekho meri chhamiya mera dil le gayi) - 2 Arre atke jhatke maar maar ke aajaa ke gayi (chhamiya!) --FEMALE-- Le gaya le gaya, le gaya le gaya, dil le gaya Dekho mera chhaila mera dil le gaya La la la la la la, la la la la la la - 2 --MALE-- O chhamiya! Heere moti laaoonga, tujhko sajaaoonga - 2 Tere liye bangala banaaoonga --FEMALE-- Bangale ka kya karna hai, tere dil mein rehna hai Saajan mere tu hi mera gehna hai --MALE-- Arre latke jhatke maar maar ke aaja ke gayi (chhamiya!) --FEMALE-- Le gaya le gaya, le gaya le gaya, dil le gaya Dekho mera chhaila mera dil le gaya --MALE-- Oye le gayi le gayi, le gayi le gayi, dil le gayi Dekho meri chhamiya mera dil le gayi Arre atke jhatke maar maar ke aajaa ke gayi (chhamiya!) --FEMALE-- Le gaya le gaya, le gaya le gaya, dil le gaya Dekho mera chhaila mera dil le gaya --MALE-- Oye le gayi le gayi, le gayi le gayi, dil le gayi Dekho meri chhamiya mera dil le gayi O chhamiya!
Added by
Mukesh
WRITE A COMMENT
WRITE A COMMENT

No comments yet