--FEMALE-- Oh oh oh oh, oh oh oh oh Jaane kisne preet banaayi Chain bhi khoya neend gawaayi Chhooke tune nas nas mein bijli si bhar di, aiya aiya Sajna tune ajab musibat paida kar di, aiya aiya --MALE-- Jisne bhi yeh preet banaayi Uska bhala ho khoob banaayi Teri pehli nazar ne jaadu aisa kiya hai, aiya aiya Chhodke duniya tera daaman thaam liya hai, aiya aiya --FEMALE-- In aankhon mein sapne sajaaye Soyi meri armaan jagaaye Aaj aawaara jaane kab dhal gaya --MALE-- Teri mohabbat ka yeh asar hai Jo dil idhar tha ab voh udhar hai Jaaoon kidhar main tune kya kar diya --FEMALE-- Chhooke tune nas nas mein bijli si bhar di, aiya aiya --MALE-- Teri pehli nazar ne jaadu aisa kiya hai, aiya aiya Ho haan haan haan, hm aah aah aah --FEMALE-- Oh oh oh oh, oh oh oh oh Tumne sikhaaya humko jeena Door na jaana ab tum sajna Tan mann yeh maine tumko arpan kiya --MALE-- Laakh zamaana pehre lagaaye Toofaan banke saamne aaye Preet ka ab na bujhega diya --FEMALE-- Chhooke tune nas nas mein bijli si bhar di, aiya aiya --MALE-- Teri pehli nazar ne jaadu aisa kiya hai, aiya aiya --FEMALE-- Jaane kisne preet banaayi Chain bhi khoya neend gawaayi Chhooke tune nas nas mein bijli si bhar di, aiya aiya Sajna tune ajab musibat paida kar di, aiya aiya --MALE-- Jisne bhi yeh preet banaayi Uska bhala ho khoob banaayi Teri pehli nazar ne jaadu aisa kiya hai, aiya aiya Chhodke duniya tera daaman thaam liya hai, aiya aiya
Added by
Mukesh
WRITE A COMMENT
WRITE A COMMENT

No comments yet