--MALE-- (aapki kashish sarfarosh hai aapka nasha yuhn madhosh hai kya kahen tumse jaanejaan gum hua hosh hai - 2) - 2 aapki kashish sarfarosh hai dooba rahoon sada tere khayalon mein uljha rahoon sada tere sawalon mein tere bina kahin ab na karaar hai jaanemann tujhpe to jaan bhi nisaar hai --FEMALE-- jaana yeh jaana yeh maine jaana tu mera tu mera deewana --MALE-- na meri khaata na mera dosh hai aapka nasha yuhn madhosh hai kya kahen tumse jaanejaan gum hua hosh hai - 2 baariyan thaon ka jadoo jo chal gaya deewana main ho gaya dil machal gaya halka dhuan utha mausum badal gaya roshan hua sama parwaana jal gaya --FEMALE-- jaagi re jaagi re main soyi teri hi yaadon mein khoyi --MALE-- ab mera jahan teri agosh hai aapka nasha yuhn madhosh hai kya kahen tumse jaanejaan gum hua hosh hai - 2 aapki kashish sarfarosh hai aapka nasha yuhn madhosh hai kya kahen tumse jaanejaan gum hua hosh hai - 2
Added by
Mukesh
WRITE A COMMENT
WRITE A COMMENT

No comments yet