Forum Replies Created

Viewing 1 post (of 1 total)
  • Author
    Posts
  • in reply to: Chanda Ki Doli – 3 songs from this album #10266
    Senshi
    Participant

    Can someone translate Pagal Hoom Main from the same album? Lyrics below:

    Pagal Hoon Main

    chandni ki na to chahat hain,
    chaand ki bhi na jaroorat hain
    maine chaaha tujhe teri yeh jawani hain junooni asmani
    pagal hoonmain ya deewana
    chahe kahe tu begana
    deewana tere pyar mein

    (badal hata aur tu mila roshan yeh dil ho gaya hain
    tu aankh se ojhak hua aur dil mera bujh gaya hain )
    roshni ki na toh chahat hain na seetaro ki jaroorat hain
    tujhe chahaa tujhe teri yeh jawani hain junooni asani rani
    paagal hu main yah deewana
    chahe kahe tu begana
    deewana tere pyaar mein

    yeh ghani zulfein zara chehre se tu hata
    narm nazak sharmon haya sab phalko se tu gira
    madhoshi se tune abhi mujhko jo apna kaha hain
    khamoshiya gaane lagi sannaata kehne laga hain
    ab kisiki bhi na chahat hain,
    tu bhi na jaane teri jaroorat hain
    tujhe chahaa tujhe teri yeh jawani hain junooni asmani rani
    paagal hu main yah deewana
    chahe kahe tu begaaana
    deewana tere pyar mein

    chandni ki na toh chahat hain,
    chand ki bhi na zaroorat hain
    tujhe chaaha tujhe teri yeh jawani hain junooni asmani
    (paagal hu main yah deewana
    chahe kahe tu begaaana
    deewana tere pyar mein)

Viewing 1 post (of 1 total)