AkritI
voh jo milate the kabhi, ham se deewaanon ki tarah
aaj yun mialte hain jaise kabhi pahachaan na thi
din pyaar ke aaenge sajaniyaa
teri bahaar laaenge sajaniyaa
aayaa hai sandesaa yah, savere waali gaadii se
mere diladaar kaa……..
ham hain mataa-e-kuchaa-o-baazaar ki tarah
uthati hai har nigaah kharidaar ki tarah
vo to kahin hain aur magar dil ke aas paas
magar dil ke aas paas
phirati hai koi shah nigaah-e-yaar ki tarah
ham hain……
majaruh likh rahe hain vo ahal-e-vafaa ka naam
ahal-e-vafaa ka naam
ham bhi khade hue hain, gunahagaar ki tarah
ham hain…….
[Some more ashar from the ghazal that are not used in the film version ]
mulaheza farmaaiye…
is ku-e-tishnagi men bahut hai ke ek jaam
haath aa gaya hai daulat-e-bedaar ki tarah
sidhi hai raah-e-shauq par yunhi kabhi kabhi
kham ho gai hai gesu-e-diladaar ki tarah
ab jaa ke kuchh khulaa hunar-e-naakhun-e-junoon
zakhm-e-jigar hue lab-o-rukhsaar ki tarah
[a nice gazal from Majrooh]
next : I
teri galiyon men na rakhenge qadam, aaj ke baaad
tere milne ko na aayenge sanam, aaj ke baad
teri galiyon men……
next: Laal dupatta
Ek Hasina ThI
singlet
kaanta laago re sajanava, mose raah chali na jaaye
ui maan, raah chali na jaaye
kaanta laago re….
saajan kaanta prit bani hai mori gali men aaye
ek chupke se chubhe badan men, duji hansi udaaye
raah chali na jaaye raama, raah chali na jaaye daiyya
raah chali na jaaye…..
next: kaahe ….
Kuchh to hua hai mere is dil ko
Aakhon se tune is ko chhua hai
Kuchh to hua hai tere is dil ko
Tera dil deewana kahin kho gaya hai
Kuchh to hua hai………
dua kar gam-e-dil, khuda se dua kar
vafaaon ka majaboor daaman bichha kar
dua kar gam-e-dil, khuda se dua kar
jo bijali chamakati hai unke mahal par
vo kar le tasallee, mera ghar jala kar
dua kar gam-e-dil, khuda se dua kar .....
salaamat rahe too, meri jaan jaaye
mujhe is bahaane se hi maut aaye
karoongi main kya chand saansen bacha kar
dua kar gam-e-dil, khuda se dua kar
main kya doon tujhe, mera sab lut chuka hai
dua ke siva mere paas aur kya hai
ghareebon ka ek aasaraa-e-khuda hai
magar meri tujhase yahi iltaja hai
na dil todana, dil ki duniya basa kar
dua kar gam-e-dil, khuda se dua kar
vafaaon ka majaboor daaman bichha kar
dua kar gam-e-dil, khuda se dua kar .....
next :E
sterns
Hi, A.S.
You played foul, The word must be of 7 letters and you have to change only one letter.
In your case plz see what you have changed ?
Thanks for listening me.
lamha lamha lamha zindagi hain
lamha lamha kal tha aaj bhi hain
ek lamha hai tumhara, ek lamha hai hamara
aaon lamhon ko mila de, zindagi phir bana de
lamha lamha lamha zindagi hai
lamha lamha kal tha aaj bhi hain…..
next: kaantaa….
dil ko laakh sambhaala ji phir bhi dil matavaala ji
kal tak mera thaa aaj kyon tera ho gaya
Purnima & Vaibavi
I had replied on this message. But due to internet problem my post reached after Vaivabi.
Hi,
There is edit button, if you think that your post reached late to this forum, u can use this button[option], Thanks.
Now back to the game;
Pyaar se rang bharta hai, koi jaadu sa yeh karta hai
Har dil men yeh rehta hai
Kabhi na kabhi, kahin na kahin, kisi na kisi se
Har dil ko hai ho jaata, pyaar kiya nahin jaata
Pyaar kiya nahin jaata, pyaar kiya nahin jaata
baadalo baraso nayan ki kor se
bijaliyo kadako hriday ki or se
ae ghataao garjanaa ko thaam lo
aaj mere karun svar se kaam lo
bandh gaya saavan nayan ki dor se
baadalo baraso nayan ki kor se….
zahar ko amrit samajh kar pi rahi
meen jal bin deen hokar ji rahi
praan tadape bhaagya ke jhakajhor se
baadalo baraso nayan ki kor se…..
next : C
Sunny Deol & Shilpa Shetty [Apne-2007]
baaki sab sapne hote hain
apne toh apne hote hain
channa ve ja ke juldi chale aana
jaanewaale tenu binatiya, galiya pukaarengi
jaanewaale tenu baaga vich kaliya pukaarengi
Ishq hansaata hai, ishq rulaata hai
Ishq deewaana yahan sab ko banaata hai
next; ghoonghat
Yes that was foul so let us go back to your post.
laakh laakh log aake phas jate hai
is sehar de dil lagake phas jate hai
sone ki raho main sone ko jaga nahi
shola hai ya hai bijuriya
dil ki bajaria……..mumbai nagaria
Here is reply;
Dil dhak dhak karne laga
Tere chehre pe marne laga
Maine bohat isse samjhaaya, samjhaaya, samjhaaya
Par ishq yeh karne laga
Zindagi pyaar ka geet hai
Ise har dil ko gaana padega
Zindagi ghum ka sagar bhi hai
Hans ke us paar jaana padega…..
Jis ka jitna ho aanchal yahaan par
Us ko saugaat utni milegi
La la la, la la la, la la la la la la la~
Jis ka jitna ho aanchal yahaan par
Us ko saugaat utni milegi
Phool jeevan men gar na khile to
Kaanton se bhi nibhaana padega
Zindagi pyaar ka geet hai
Ise har dil ko gaana padega…..
Hai agar door manzil to kya
Raasta bhi hain mushkil to kya
La la la, la la la, la la la la la la la~
Hai agar door manzil to kya
Raasta bhi hain mushkil to kya
Raat taaron bhari na mile to
Dil ka deepak jalaana padega
Zindagi pyaar ka geet hai
Ise har dil ko gaana padega…..
Zindagi ek peheli bhi hai
Sukh dukh ki saheli bhi hai
La la la, la la la, la la la la la la la~
Zindagi ek peheli bhi hai
Sukh dukh ki saheli bhi hai
Zindagi ek wachan bhi to hai
Jise sab ko nibhaana padega….
Zindagi pyaar ka geet hai
Ise har dil ko gaana padega
Zindagi ghum ka sagar bhi hai
Hanske us paar jaana padega…….
next ; re-start with A
Feroz
gore gore o baanke chhore, kabhi meri gali aayaa karo;
gori gori o baanki chhori, chaahe roz bulaayaa karo