Forum Replies Created

Viewing 1 post (of 1 total)
  • Author
    Posts
  • in reply to: Pyaar diwaanaa hotaa hai> english translation #72264
    maddox
    Participant

    Thanks, for your meaningful translation;

    Can you help me with this also, from the film “Rajkumar”

    aaja aayi bahaar
    dil hai beqaraar
    o mere rajkumar
    tere bin raha na jaaye
    aaja

    jhokon se jab bhi
    chale purvaayi
    jhonkon se jab bhi
    chale purvaayi
    tan mera toote
    tan mera toote
    aayi angdayi
    aayi angdayi
    dekhoon baar baar
    tera intezaar

    o mere rajkumar
    tere bin raha na jaaye
    aaja aayi bahaar
    dil hai beqaraar
    o mere rajkumar
    tere bin raha na jaaye
    aaja

    man mein sunu main
    teri muraliyan
    man mein sunu main
    teri muraliyan
    naachun main chham chham
    naachun main chham chham
    baaje payaliya
    baaje payaliya
    dil ka taar taar
    teri kare pukaar

    o mere rajkumar
    tere bin raha na jaaye
    aaja aayi bahaar
    dil hai beqaraar
    o mere rajkumar
    tere bin raha na jaaye
    aaja

    jal ki machhariya
    jal mein hain pyasi
    jal ki machhariya
    jal mein hain pyasi
    khushiyon ke din hain
    khushiyon ke din hain
    phir bhi udaasi
    phir bhi udaasi
    lekar mera pyar
    aaja ab ke baar

    o mere rajkumar
    tere bin raha na jaaye
    aaja aayi bahaar
    dil hai beqaraar
    o mere rajkumar
    tere bin raha na jaaye
    aaja

Viewing 1 post (of 1 total)