Translate ze song of jeena kya tere bina of kya love story h

Viewing 1 reply thread
  • Author
    Posts
    • #7613
      switgurl
      Participant

      (jeena Kya Tere Bina, Marna Bhi Hoga Gunha
      Abb Toh Ai Jaan-e-wafa, Tanaha Huva Main) – 2
      Dhundu Nishaan – 4 Main Tera

      (kyun, Kyun Shaam Se Pathara Gayi Aankhein Meri
      Yuun Mujhse Juda Kyun Hai Pata Manjil Teri) – 2
      Raatein Raatein Hai Khafa, Subah Kab Degi Shifaah
      Abb Toh Ai Jaan-e-wafa, Tanaha Huva Main

      (dil, Dil Ka Makaan Viraan Hai, Sunsaan Hain
      Inn Deewaarogar Se Roshani Anjaan Hain) – 2
      Haan Aisa Pehli Dafa Dil Ko Yeh Lage Laga
      Abb Toh Ai Jaan-e-wafa, Tanaha Huva Main
      Jeena Kya Tere Bina, Marna Bhi Hoga Gunha
      Abb Toh Ai Jaan-e-wafa, Tanaha Huva Main
      Dhundu Nishaan – 4 Main Tera

    • #65858
      Nosyira
      Participant
Viewing 1 reply thread
  • You must be logged in to reply to this topic.