sagar me kisi pathar pe tumhara aur mera nam likha

Viewing 0 reply threads
  • Author
    Posts
    • #6125
      Madhu
      Participant

      Sumit, here is the translation of the poem you had e-mailed to me.

      saagar mein kisi patthar per tumhara aur mera naam likha hai
      in the ocean on some rocky your and my name is written
      jungle ke kisi darakht per hamara naam likha hai
      in the forest on some tree our name is written
      zameen ke kisi sahraa per ab paani baaqi hai
      in the wilderness some where on this earth there is water left
      duniya honey lagi hai ab aur khubsurat
      now the world is becoming even more beautiful
      hum hain pyar ke phool, zameen ke badaal
      we are flowers of love, we are the clouds of this earth
      jo khiltey hai hamesha, chaltey hain saath saath
      that always bloom, that always go together
      dekhtey hain ek duje ko kisi bahane se
      we look at each other with any excuse
      karwatey badaltey hain to aankho se baatein kertey hain
      when we turn over on our sides we talk with our eyes
      shok khwab ka hota hai, aur need ati nahi hamey
      we want dreams but we can’t sleep
      chahtey hain ej duje ko jese asmaan chaand ko, suraj apni roshni ko
      we love each other like the sky loves the moon, the sun loves its light
      martey hain, jeetey hain ek duje ke liye saans letey hain
      we die, we live, for each other we take breath
      rahengey ab sada ham, hamesha ham na hai kisi baat kaa gam
      we will always be together, there will not be any sorrow
      badaltey hain din, per nahi badalta hamara mausam
      days change, but our seasons never change
      yahaan hoti hai roz barish, khiltey hain hamare phool
      here it rains daily, our flowers bloom
      ab khuda se bas ek hai dua ke kerna nahi hamey kabhi juda.
      now we have just one prayer to God that we never are parted from each other.

      Madhu Smile [:)]

Viewing 0 reply threads
  • You must be logged in to reply to this topic.