Please translate this song: Tere Naina Talash Karen

Viewing 0 reply threads
  • Author
    Posts
    • #8936
      TangoGirl
      Participant

      I am getting into the classics but there are less and less translations into English for them.

      Please translate this song,

      video and devanagari script are here: http://www.hindigeetmala.com/song/tere_naina_talash_karen_jise.htm

      Lyrics

      khoyi khoyi aankh hai jhuki palak hai
      jahaan jahaan dekhegaa tu wahin jhalak hai
      khoyi khoyi …

      aaa
      tere nainaa talaash kare jise
      wo hai tujhi mein kahin deewaane
      tere nainaa talaash kare jise
      wo hai tujhi mein kahin deewaane
      tere nainaa…

      yahaan do roop hain har ek ke
      yahaan nazaren uthaanaa zaraa dekh ke
      jab us ki muhabbat mein gum hai tu
      wahi soorat nazar aayegi chaar su
      kaun kyaa hai haa man ke sivaa ye koi kyaa jaane
      tere nainaa talaash kare jise
      wo hai tujhi mein kahin deewaane
      tere nainaa …

      tere nainaa
      tere nainaa

      ye jawaan raat le ke teraa naam
      kahe haath badhaa koi haath thaam
      ye jawaan raat le ke teraa naam
      kahe haath badhaa koi haath thaam
      ye jawaan raat

      kaali alkaa ke baadal mein bijaliyaan
      gori baahon mein chaahat ki angdaayiaan
      jo adaa hai ishaaraa hai pyaar kaa
      o deewaane tujhe chaahiye aur kyaa
      par ruk jaa ha
      man ki sadaa bhi sun deewaane
      tere nainaa talaash kare jise
      wo hai tujhi mein kahin deewaane
      tere nainaa ..

      Thank you!

Viewing 0 reply threads
  • You must be logged in to reply to this topic.