Please help me find this song: Kahin to milegi, Mohabbat ka

Viewing 2 reply threads
  • Author
    Posts
    • #7445
      ygramul
      Participant

      Hi,

      I heard this song on the radio sometime ago, and the tune is simply amazing. Please, please let me know if you know more about the song:
      (Sorry for my poor Hindi)

      (old song, 70s I guess, male singer)

      Kahin to milegi,

      Mohabbat ka manzil,

      …. musafir,

      Chalaa jaa raha hoon

      ..

      ..

      Jo harein na himmat,

      Woh payega manzil,

      …. musafir,

      Chalaa jaa raha hoon

      Thanks a ton!!

    • #63074
      Nosyira
      Participant

      Hi, I believe you are talking about a song from Milan (1994) starring Jackie Shroff and Manisha Koirala.
      Rendered by Abhijeet and composed by Anand-Milind. I'm providing the lyrics below for you. Enjoy! Smile

      (Kahin to milegi
      Mohabbat ki manzil
      Yeh dil ka musafir chala jaa raha hai) – 2

      Nazar mein saji hai
      Khayalon ki mehfil
      Umeedon ka suraj dhala jaa raha hai

      (Jalke bujhe zindagi ki shama
      Kho jaaye din kya pata kab kahan) – 2

      Hai yeh kaisi dagar
      Hai yeh kaisa safar
      Na kisi ko pata
      Na kisi ko khabar

      Hai toofan mein kashti
      Badi door hai saahil
      Yeh dil ka musafir chala jaa raha hai…

      (Pal na ruke ek pal ke liye
      Jeeta rahe pyar kal ke liye) – 2

      Kare koi sitam
      Mile koi saza
      Dil bhoole nahin
      Kabhi pehli wafa

      Jo haare na himmat
      Kare sab woh haasil
      Yeh dil ka musafir chala jaa raha hai

      Kahin to milegi
      Mohabbat ki manzil
      Yeh dil ka musafir chala jaa raha hai

    • #63075
      madhurdixit
      Participant

      (Kahin to milegi

      I will obtain somewhere
      Mohabbat ki manzil

      The destination of love
      Yeh dil ka musafir chala jaa raha hai) – 2

      This traveller of the heart is walking away


      Nazar mein saji hai

      Adorned in the glances
      Khayalon ki mehfil

      Is the meeting of thoughts
      Umeedon ka suraj dhala jaa raha hai

      The sun of expectations is setting

      (Jalke bujhe zindagi ki shama

      The light of life burns and extinguishes
      Kho jaaye din kya pata kab kahan) – 2

      The day becomes lost, who knows, when and where

      Hai yeh kaisi dagar

      Oh what kind of path is this
      Hai yeh kaisa safar

      Oh what kind of journey is this
      Na kisi ko pata

      No one knows
      Na kisi ko khabar

      No one knows

      Hai toofan mein kashti

      Oh a boat in the storm
      Badi door hai saahil

      The coast is far away
      Yeh dil ka musafir chala jaa raha hai…

      This traveller of the heart is walking away

      (Pal na ruke ek pal ke liye

      <span style="font-siz

Viewing 2 reply threads
  • You must be logged in to reply to this topic.