Viewing 0 reply threads
  • Author
    Posts
    • #7946
      tazzoo
      Participant

      HUM TO AISE HAIN

      jeb mein hamari do hi rupaiyya
      duniya ko rakhe thenge pe bhaiyya
      sukh-dukh ko khuti pe tange
      aur paap punya choti se bandhe
      naache hain hum tata thaiyya

      [are hum to aise hain bhaiyya]x2
      ye apna fashion hai bhaiyya
      are hum to aise hain bhaiyya

      ek gali mein bambam bhole
      duji gali mein allah miyaan
      ek gali mein gunje ajane
      duji gali mein bansi bajaiyya

      sabki ragon mein lahun bahein hain
      lahun bahien hain
      apni raagon mein ganga maiyya
      suraj aur chanda bhi dhalta, dhal ja !
      apne isharon pe chalta, dhal na !
      ye duniya ka gol gol pahiyya

      [are hum to aise hain bhaiyya]x2
      ye apna tashan hai bhaiyya
      are hum to aise hain bhaiyya

      aaja banaras ka ras chakh le aa
      are ganga mein jake tu dubki laga
      rabdi ke sang chaba le na ungli
      methe pe bhang ka rang chadha

      chuna lagai le, panva khilaye de
      uspe tu zarde ka tadka lagai de
      patna se aibe, paris se aibe
      gangaji me har koi kashi na aaye
      char char kandhon pe woh chadhke aaye

      [are hum to aise hain bhaiyya]x2
      ye apni nagari hai bhaiyya
      are hum to aise hain bhaiyya

      didi agar tujhko hoti jo moonch
      main tujhko bhaiyya bulati tu soch
      are chutki agar tujhko hoti jo poonch
      to main tujhko gaiyya bulati tu soch
      didi ne na jaane kyun chodhi padhai
      ghar baithe amma sang karti hai ladai…

      amma bichari pisne hain aaye
      raat din sukh dukh ki chakki chalai
      aur ghar baithe baithe babuji hamare…
      lattery main doondhate hain kismet ke tare
      3, 2, 1, 2, 7, 2

      majhdar mein hamari naiyya
      phir bhi dejho mast hain hum bhaiyya
      [are hum to aise hain bhaiyya]x2

      dil mein aata hain yahan se
      paanchi ban udh jaun
      shaam padhe phir dana lekar
      laut ke apne ghar aaun…

      hum to aise hain bhaiyya
      [are hum to aise hain bhaiyya]x3

      Zara Gungunalein Chalo

      Zara Gungunalein Chalo
      ho zara muskura lein chalo
      ajnabi sa, ek chehra
      apna banaa lein chalo

      Zara Gungunalein Chalo
      ho zara muskura lein chalo
      zindagi se, ek lamha
      fursat chura lein chalo

      Zara Gungunalein Chalo…

      are panva khai ke hum bhaiya
      ghume ganga ke tire
      paniyaa bharne aaye woh
      maan baje re manjeere

      anjaani aankhon mein, doobe doobe gaya hum
      jaado hai nasha koi, ya bolo hai koi bharam

      kitni shararatien, karoge kitna udham
      anjana des hai, karlo zara si sharam

      ho Zara Gungunalein Chalo
      zara muskura lein chalo
      chalo naa…
      aawara khwabon se, yadein chura lein chalo

      Zara Gungunalein Chalo…

      are are are pal do pal ka hai, chota sa taraana
      zindagi ka hai, yeh hi taana baana
      yehi lamha yaadon mein aana jaana
      beeti baaton ko jaane do…

      are phusla ke le gaye, anjani si lahar
      anjane rango kaa, dekh hai hamne asar…

      haan haan haan dekho naa yeh dhanak, rango ki yeh sargam
      pa dha ni sa re ga
      gaati hai sur naye, sunlo na sunlo sanam

      Zara Gungunalein Chalo
      zara muskura lein chalo
      ajnabi sa, ek chehra
      apna banaa lein chalo

      Zara Gungunalein Chalo…

      CHUNARI MEIN DAAG

      manvaa mein mere aandhi hai uthi, aur stabdh khadi hoon main
      saanson mein baandh apni hi saans, nishabd khadi hoon main
      duniyaa se jeeti jeeti, khud se haari bas dhvast khadi hoon main
      aaina main aur aks main, mad mast khadi hoon main

      laaga chunari mein daag chupaaun kaise
      laaga chunari mein daag
      chunari

Viewing 0 reply threads
  • You must be logged in to reply to this topic.