Viewing 1 reply thread
  • Author
    Posts
    • #8481
      chanda
      Participant

      can some kind person please translate that song by gulam ali..i have fallen in love with it but i dont understand all of the words….here is the song…

      jabase tuune mujhe deewaana bana rakha hai

      sang har shaks ne haathon mein utha rakha hai

      usake dil par bhi kadi ishq mein guzari hogi

      naam jisane bhi muhabbat ka sazaa rakha hai

      pattharon aaj mere sar pe barasate kyon ho

      mainne tujhako bhi kabhi apana khuda rakha hai

      ab mere deed ki duniya bhi tamaashaai hai

      toone kya mujhako mohabbat mein bana rakha hai

      thank you whoever can im in your debt…

      ashik

    • #71699
      Madhu
      Participant

      Evidently this is a poem written by Nasir that has been sung by Abida Parveen.

      Jab se tu ne mujhe deewana bana rakha hai – since you have made me crazy in love

      sang* har shakhs ne haathon pr utha rakha hai – every person is holding rocks in their hands

      jab se tu ne—

      us ke dil par bhi kadi ishq main guzree hogee – even his heart must have suffered in love

      naam jis ne bhi mohabbat ka saza rakha hai – for whomever has decorated the name of love (fallen in love)

      jab se tu ne—-

      pathharon aaj mere sar par baraste kyon ho – rocks why do you fall on my head today

      main ne tum ko bhi kabhi apna khuda rakha hai – I had at one time considered you my god also

      jab se tu ne—-


      ab merii deed ki duniyaa bhi tamaashayi hai – now even the world is making fun and watching me

      tune kyaa mujh ko mahobbat men bana rakha hai – what have you made me become in the name of love

      jab se tune


      pee ja ayyam* ki talkhi* ko bhi hans kar nasir – laugh and drink even the bitter days Nasir (laugh and accept what the days brings)

      ghum ko sahne mein bhi qudrat ne maza rakha hai – even in suffering sorrow there is some pleasure

      jab se tu ne —-

      sang*=pathhar

      ayaam*=din

      talkhi*=kadvaahat


      hakeem nasir


Viewing 1 reply thread
  • You must be logged in to reply to this topic.