Viewing 5 reply threads
  • Author
    Posts
    • #6209
      Sunit
      Participant

      har cheez ko pyar ke naam kerke kho diya maine
      Pyar ko pakar khodiya maine
      rona nahi chahta, rota hoon main
      chun ke khushi ke ansoo pita hoon main
      Aik Akela Larka bangaya hoon
      Sochta hoon kesey muskraon
      har raat isi soch main dooba hoon
      na jaaney kesi hai yeh saza
      woh thi bewafa, bewaja
      pyar ko pakar bhula diya us ne
      nahin socha hoga kya.. mera
      zindagi main anderha jagha hai har jagha, aur sawera hai soya soya
      kesey aghey barhoon main? kehta hai mera dil..

      ankhoon se paani hai khatam, nami hai baki
      baarish bhi kaantein banke hain chubti
      laal pholoon se honey lagi hai ab nafrat
      aghey kya hoga bekhabar hoon main
      intezaar hai asmaan se kisi farishtey ka
      jo bataye sach.. na tha mujhe pata


      Woh kaun thi?

      khwabo se soyi nahi woh, aankhon se gayi nahi
      kal bhi woh thi, aaj bhi woh hai
      kya hai naam us ka? koi mujhe bataye
      Pholoon main rehti hai woh, hawaon se kehti hai woh
      na baat kerti hai, per muskrati hai woh
      kis titli ka rang hai, kis ka pyar hai
      koi mujhe bataye..
      har sheeshe main usi ka chehra
      har nagme main usi ka gaana
      palke jhukti nahin, saansein chalti nahin
      din main hai baarish, raaton main dhanak
      kesa manzar hai yeh? koi mujhe bataye
      woh ayi thi jesey kahin asmaan se
      jaaney kya tha un ke aankhon main
      dil beh gaya kadmon main

      kaun hai yeh pari? jis se hoon bekhabar
      akhir koi to bataye..


      tumhey yaad kerta hoon har pal, har ghari
      tumhara khwabo main muskrana, saamney milna
      dil ko bahlana, mujhe har baat batana..

      woh aankhein ab mujhe nahi dekhein gin
      yaqeen nahi hota
      tum ab wapas nahi aaogi
      yaqeen nahi hota
      isey sapna samajh ke khushi kerleta hoon

      na jee sakte the ek duje ke bina
      har choti larai ke baad baat kerte the
      maafi maangke haste the..
      per ab main hi ro raha hoon..
      aik akeli aatma bangaya hoon
      har ek larki main tumhey paata hoon
      har ek ghaney main tumhari awaaz sunta hoon
      chaand ko dubte, suraj ko ughte dekhta hoon
      aas banaye ke kisi din tum aaogi zarror..

      meri bahoo ko tumhara hamesha intezaar rahega sanam..

      hey madhu jee, how are these ones? and you are gonna translate them for me again..

    • #10807
      Madhu
      Participant

      I had actually translated this one last Sunday but that was the day we lost all the posts including my translations. What a wasted day. Unfortunately I had translated every thing directly in to the forum so there was no way I could salvage any thing at all.

      har cheez ko pyar ke naam kerke kho diya maine
      I bequeathed everything in the name of love and lost it
      Pyar ko pakar khodiya maine
      I found love and then lost it
      rona nahi chahta, rota hoon main
      I don’t want to cry but I cry
      chun ke khushi ke ansoo pita hoon main
      I pick out happiness and suppress tears
      Aik Akela Larka bangaya hoon
      I have become one lonely guy
      Sochta hoon kesey muskraon
      I think about how I can smile
      har raat isi soch main dooba hoon
      Every night I drown in these thoughts
      na jaaney kesi hai yeh saza
      I don’t know what kind of punishment this is
      woh thi bewafa, bewaja pyar ko pakar bhula diya us ne
      She was faithless, without any reason she lost the love she had received/found
      nahin socha hoga kya.. mera
      She never thought about what would happen to me
      zindagi main andhera jagaa hai har jagah, aur sawera hai soya soya
      In life darkness is awoken every where and the morning is sleeping
      kesey aghey barhoon main? kehta hai mera dil..
      how can I move forward says my heart

      ankhoon se paani hai khatam, nami hai baki
      tears are finished from my eyes, dampness is left
      baarish bhi kaantein banke hain chubti
      even the rain pricks me like thorns
      laal pholoon se honey lagi hai ab nafrat
      I have started to detest red flowers
      aghey kya hoga bekhabar hoon main
      I am unaware of what will happen in the future
      intezaar hai asmaan se kisi farishtey ka
      I await the arrival of an angel from the sky
      jo bataye sach.. na tha mujhe pata
      Who will tell me the truth, I did not know it


      Woh kaun thi?
      Who was she

      khwabo se soyi nahi woh, aankhon se gayi nahi
      sleep never took her out of my dreams, she never left my sight
      kal bhi woh thi, aaj bhi woh hai
      she was yesterday, she is still today
      kya hai naam us ka? koi mujhe bataye
      what is her name, some one tell me
      Pholoon main rehti hai woh, hawaon se kehti hai who
      she lives in flowers, she talks to the wind
      na baat kerti hai, per muskrati hai who
      she does not talk in words but she smiles
      kis titli ka rang hai, kis ka pyar hai
      the color of which butterfly, whose love is she
      koi mujhe bataye..
      some one tell me
      har sheeshe main usi ka chehra
      in every mirror is just her image
      har nagme main usi ka gaana
      in every tune is just her song
      palke jhukti nahin, saansein chalti nahin
      eye lashes don’t drop, breathing stops
      din main hai baarish, raaton main dhanak
      in day it is rain, at night it is blazing fire
      kesa manzar hai yeh? koi mujhe bataye
      what spectacle / sight is this, some one tell me
      woh ayi thi jesey kahin asmaan se
      she came as if from the sky
      jaaney kya tha un ke aankhon main
      don’t know what was in her eyes
      dil beh gaya kadmon main
      my heart flowed over to her feet
      kaun hai yeh pari? jis se hoon bekhabar
      who is this angel, I am unaware / unknowing of her
      akhir koi to bataye..
      finally some one tell me

      tumhey yaad kerta hoon har pal, har ghari
      I remember you every moment, every time
      tumhara khwabo main muskrana, saamney milna
      Your smiling in dreams, meeting me face to face
      dil ko bahlana, mujhe har baat batana..
      amusing my heart, telling me every thing
      woh aankhein ab mujhe nahi dekheingee
      Those eyes will no longer see me
      yaqeen nahi hota
      I can’t believe it
      tum ab wapas nahi aaogi
      You will never return
      yaqeen nahi hota
      I can’t believe it
      isey sapna samajh ke khushi kerleta hoon
      thinkin

    • #10808
      RaNi iS ThE BeS
      Participant

      awww…the first and last poems were so sad….but very beautifully written! I loved them. You’re a very good writer Sunit.Smile [:)]
      and great job translating madhu ji! I love the way u translate. when i see songs already translated (like on bollywhat) it doesn’t really make sense and i would rather have them translated another way. but urs are just perfect!

      Dekhe Vo Idhar Haske Bekhabar
      Thaamke Dil Hum Khade Hain…!!!

    • #10809
      Madhu
      Participant

      Thanks Rani.

      Madhu Smile [:)]

    • #10810
      RaNi iS ThE BeS
      Participant

      ur welcome. Big Smile [:D]

      Dekhe Vo Idhar Haske Bekhabar
      Thaamke Dil Hum Khade Hain…!!!

    • #10811
      SurajHuaMaddham
      Participant

      lovely poem. 🙂

      * Hai khoobsurat yeh pal, sab kuch raha hai badal; Sapne haqeeqat mein jo dhal rahe hai… <3

Viewing 5 reply threads
  • You must be logged in to reply to this topic.