Viewing 1 reply thread
  • Author
    Posts
    • #6409
      Loyalty
      Participant

      hi can sum1 plzz transalate this song for me thanks hu ever does.

      Hindi Song Title: Lamha Lamha Toot Gaye
      Hindi Movie/Album Name: ARYAN
      Singer(s): ANAND RAAJ ANAND

      Hindi Lyrics:
      lamha lamha toot gaye hai
      ek apanese rooth gaye hai
      manzil par aane se pehle
      ham raahon se chhoot gaye
      lamha lamha toot gaye
      ek apanese rooth gaye
      jin haathon ki ham kismat the
      unn haathon se chhoot gaye
      lamha lamha toot gaye – 2

      judde hue haath tooti taqdeer
      aur kya karegi yeh lakeeron ki zanjeer
      tera mera saath ab na hogi baat
      tu bhi khafa main bhi khafa gam ki kaali raat
      sapanen sach hone se pehle ek ek karke toot gaye
      lamha lamha toot gaye – 2

      khamoshiyaan aandhiyaan ban na jaaye
      faasale kahi dooriyan ban na jaaye
      darta hoon gam ki ibaadat na kar lu
      tanhaaiyon se mohabbat na kar lu
      gam ke baraati aakar ke sukh ko mere loot gaye
      lamha lamha toot gaye
      ek apanese rooth gaye
      jin haathon ki ham kismat the
      unn haathon se chhoot gaye
      lamha lamha toot gaye – 2

    • #11202
      Madhu
      Participant

      lamha lamha toot gaye hai, ek apne se rooth gaye hai
      the moments have broken, one who is my own is upset
      manzil par aane se pehle ham raahon se chhoot gaye
      even before arriving at the destination, I have lost the path
      lamha lamha toot gaye ek apne se rooth gaye
      jin haathon ki ham kismat thay, unn haathon se chhoot gaye
      the hands whose fate I was, those hands have let go of me
      lamha lamha toot gaye – 2

      judde hue haath tooti taqdeer
      fate has broken the connection of the hands
      (could be ‘hands parted and fate is broken’. hard to tell without knowing exactly where the puncutation marks should be)
      aur kya karegi yeh lakeeron ki zanjeer
      what else can this chain made of lines do
      tera mera saath ab na hogi baat
      now you and I will not talk to each other
      tu bhi khafa main bhi khafa gam ki kaali raat
      you are upset, I am upset, in this black night of sorrow
      sapanen sach hone se pehle ek ek karke toot gaye
      before the dreams could come true, they broke one by one
      lamha lamha toot gaye – 2

      khamoshiyaan aandhiyaan ban na jaaye
      hope this silence may not become a storm
      faasale kahi dooriyan ban na jaaye
      hope the distance between us may not become a huge distance
      darta hoon gam ki ibaadat na kar lu
      I am afraid that I may start worshipping sorrow
      tanhaaiyon se mohabbat na kar lu
      that I may not fall in love with loneliness
      gam ke baraati aakar ke sukh ko mere loot gaye
      the procession of sorrow have come and looted / stolen my happiness
      lamha lamha toot gaye ek apne se rooth gaye
      jin haathon ki ham kismat thay, unn haathon se chhoot gaye
      lamha lamha toot gaye – 2

      Madhu Smile [:)]

Viewing 1 reply thread
  • You must be logged in to reply to this topic.