Can someone translate the urdu/hindi song? The song is Yaad

Viewing 0 reply threads
  • Author
    Posts
    • #8279
      iCoolBlue
      Participant

      Kabhi darakhton ki chaaon mein,
      Socho mujhe sard see aahon mein,
      Aankhon se jab mera intezar bahao gay,
      Mein yaad aaon ga, mein yaad aaon ga
      Mein yaad aaon gaa!

      Mein yaad aaon ga,
      Jitna bhi mujh ko bhulao gay,
      Mein yaad aaon ga,
      Jitna bhi door tum jaao gay,
      Jaao jo sapnon ke safar main ,
      Jaago gay mehki see sahar main,
      Kuch kehtay kehtay jo tum kho jaao gay,
      Yaad aaon ga , mein yaad aaon ga,
      Mein yaad aaon gaa!

      Mein yaad aaon ga
      Jub tanha raahon pe jao gay,
      Mein yaad aaon ga,
      Jitne qadam tum uthao gay,
      Kabhi darakhton ki chaaon main,
      Socho mujhe sard see aahon main,
      Aankhon se jab mera intezar bahao gay,
      Yaad aaon gaa!

      Jaao jo tum sapno ke safar main,
      Jaago gay jo mehki sahar main,

      Mann pukare tujhe sun , chuppi hai tere dil main aisi koi dhunn,
      Chupke se koi bhi sargoshi ho , jaago tu phir bhi khamoshi ho,
      Na hoga koi paas , ik hogi aas ,
      Yaad aaye gi wo baat , thaamo jo koi haath ,

      Yaad aaon ga, jub dil se tum muskurayo gay,
      Jo yaad aaon to , ashkk kaise phir rok payo gay!

      Mein yaad aaon gaa , mein yaad aaon gaa,
      Mein yaad aaon gaaaa!!!

Viewing 0 reply threads
  • You must be logged in to reply to this topic.