Viewing 0 reply threads
  • Author
    Posts
    • #8835
      Rossinia
      Participant

      Hi, I really like this song and would like to understand it..if some one can translate it to english please ?


      dil rotaa hai baar baar teri yaad mein -2
      ab aataa nahin qaraar teri yaad mein
      ….

      dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
      ab aataa nahin qaraar teri yaad mein
      har ghaDi bas teraa main
      ….
      har ghaDi bas teraa main, raastaa dekhtaa hoon
      ….
      jeenaa hai mushkil teri yaad mein
      dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
      ab aataa nahin qaraar teri yaad mein

      aa.., hun.. hun.. hun
      kaise bhalaa bhuloon sanam, vo Khushnumaa chaahat ke din
      ….
      kyaa chaaNdni kyaa aashiyaan, viraan hai sab tere bin
      sirf tanhaaiyaan hain
      ….
      sirf tanhaaiyaan hain, Gham ki parchhaaiyaan hain
      ….
      aur kuchh nahin hai teri yaad mein

      dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
      ab aataa nahin qaraar teri yaad mein
      ….

      thanks Big Smile

Viewing 0 reply threads
  • You must be logged in to reply to this topic.