Viewing 1 reply thread
  • Author
    Posts
    • #7305
      vilaf_87
      Participant

      anyone can translate aksar is duniya mein from dhadkan for me?

    • #61570
      arnabpaul2k
      Participant

      Aksar is duniya mein anjaane milte hain
      generally in this world unknown people meet
      Anjaani raahon mein milke kho jaate hain
      afterwards they are lost in unknown ways
      Lekin hamesha voh yaad aate hain
      but they are remembered always

      Aankhon se baat hoti hai
      the eyes talk themselves
      Dhadkan bhi saath hoti hai
      heartbeat accompanies them
      Koi na samjhe yeh ishq ki zubaan
      nobody understands this language of love
      Dheere dheere se voh dil mein bas jaate hain
      gradually they setup a permanent place in heart
      Chori chori se voh dil ko churaate hain
      they steal heart without informing u
      Phir ek din voh bichhad jaate hain
      then suddenly one day they go away from u

      Yeh dil to pyaar maange hai
      the heart only wants love
      Saccha dildaar maange hai
      (the heart) wants true lover
      Jaane mohabbat mile kisse kahan
      who knows where or from whom love will be received
      Jab aisi raaton mein deewane milte hain
      at nights when the lovers will meet
      Nazrein takraati hain, phir dil dhadakte hain
      their eyes will meet (and) hearts will beat
      Chaahat ke afsaane ban jaate hain
      their wishes become a legend

Viewing 1 reply thread
  • You must be logged in to reply to this topic.