Viewing 2 reply threads
  • Author
    Posts
    • #6303
      cheema
      Participant

      aapko dekh kar
      aapko dekh kar dekhta reh gaya
      aapko dekh kar dekhta reh gaya
      Kya kahun
      kya kahun
      kya kahun aur kehne ko kya reh gaya
      aapko dekh kar dekhta reh gaya

      Atte aatte mera naam sa reh gaya
      Atte aatte mera naam sa reh gaya
      Atte aatte mera naam sa reh gaya
      Unke hoonton pe kuch kaamp ta reh gaya
      Unke hoonton pe kuch kaamp ta reh gaya
      Atte aatte mera naam sa reh gaya

      woh mere samne
      woh mere samne hi gayi aur main
      woh mere samne hi gayi aur main
      aur main raaste ki tara dekh ta reh gaya
      raaste ki tara dekh ta reh gaya
      Atte aatte mera naam sa reh gaya

      Jhoot wale kehi se kehi bhar gaye
      Jhoot wale kehi se kehi bhar gaye
      Jhoot wale kehi se kehi bhar gaye
      aur main ta ke sach bolta reh gaya
      aur main ta ke sach bolta reh gaya
      Atte aatte mera naam sa reh gaya

      aandhion ke iradhe
      aandhion ke iradhe to ache na teh
      aandhion ke iradhe to ache na teh
      jeh diya
      jeh diya kaise jalta huya reh gaya
      jeh diya kaise jalta huya reh gaya
      Atte aatte mera naam sa reh gaya
      Uske hoonton pe kuch kaamp ta reh gaya

    • #10991
      cheema
      Participant

      plsss can some one translate this in english
      plsssssssssss

    • #10992
      Madhu
      Participant

      If you write these poems yourself then you should be able to translate them yourself also. After all who would know what it means better than you? I just don’t understand why you want us to translate them for you. If you already know what it means why would you need a translation?

      aapko dekh kar
      after seeing you
      aapko dekh kar dekhta reh gaya
      after seeing you I kept looking
      aapko dekh kar dekhta reh gaya
      Kya kahun
      what can I say
      kya kahun
      kya kahun aur kehne ko kya reh gaya
      what can I say what is there left to say
      aapko dekh kar dekhta reh gaya

      Aate aate meraa naam saa reh gayaa
      my name seemed to be coming but stopped
      Aate aate meraa naam saa reh gayaa
      my name seemed to be coming but stopped
      Aate aate meraa naam saa reh gayaa
      my name seemed to be coming but stopped
      Unke honthon pe kuch kaamptaa reh gayaa
      on her lips some thing quivered and stopped
      Unke honthon pe kuch kaamptaa reh gayaa
      on her lips some thing quivered and stopped
      Aate aate meraa naam saa reh gayaa
      my name seemed to be coming but stopped

      woh mere saamne
      she in front of me
      woh mere saamne hi gayi aur mai
      she went in front of me and I
      woh mere samne hi gayi aur mai
      she went in front of me and I
      aur main raaste ki taraf dekhtaa reh gayaa
      and I was left looking at the path
      raaste ki tara dekh ta reh gaya
      left looking at the path
      Aate aate meraa naam saa reh gayaa
      my name seemed to be coming but stopped

      Jhoot waale kahin se kahin barh gaye
      people who told lies went ahead
      Jhoot waale kahin se kahin barh gaye
      people who told lies went ahead
      Jhoot waale kahin se kahin barh gaye
      people who told lies went ahead
      aur main thaa ki sach bolta reh gaya
      and I was left telling the truth
      aur main thaa ki sach bolta reh gaya
      and I was left telling the truth
      Aate aate meraa naam saa reh gayaa
      my name seemed to be coming but stopped

      aandhion ke iraade
      the intention of storms
      aandhion ke iraade to achhe na thay
      the intention of storms was not good
      aandhion ke iraade to achhe na thay
      the intention of storms was not good
      yeh diyaa
      this lamp
      yeh diyaa kaise jaltaa huyaa reh gayaa
      how did this lamp keep burning
      yeh diyaa kaise jaltaa huyaa reh gayaa
      how did this lamp keep burning
      Aate aate meraa naam saa reh gayaa
      my name seemed to be coming but stopped
      Uske hoonton pe kuch kaamptaa reh gayaa
      on her lips some thing quivered and stopped

      Madhu Smile [:)]

Viewing 2 reply threads
  • You must be logged in to reply to this topic.