Viewing 4 reply threads
  • Author
    Posts
    • #5959
      nasimillenia
      Participant

      Hi guys can sum one give me the english translation to aaja aaja and meri yaar ho ni pyaar fromSmile [:)]the movie Barsaat, plz help taa

      nasi

    • #10193
      Ek.Ajnaabi
      Participant

      what are the lyrics?

    • #10194
      p u r n i m a
      Participant

      here is the lyric of one song ,asked by a member, as follows:-

      aaja aaja aaja aaja ho
      aaja aaja piya ab toh aaja – 2
      dekh to kaisi haalat h*u*i hain
      aake humko gale se laga ja – 2
      tujhse milne ki chahat h*u*i hain
      aaja aaja piya ab toh aaja – 2
      dekh to kaisi haalat h*u*i hain

      (kya batau tujhe kitna pyar kiya
      har ghadi bas tera intejaar kiya ) – 2
      chahe jaagi rahi chaahe soyi rahi
      tere khwaabo khayalo mein khoi rahi
      hoo ooo…
      tujhse hoke judaa mere raja – 2
      mujhpe kya kya qayamat h*u*i hain
      aaja aaja aaja aaja ho
      aaja aaja piya ab toh aaja – 2
      dekh to kaisi haalat h*u*i hain

      (tera sandesa jabse hain aaya sajan
      ek ajab sa nasha mujhpe chaya sajan) – 2
      ab to kaate se bhi waqt kat ta nahin
      tera chehra nigahon se hat ta nahi
      yeh khushi ki khabar sunke raja – 2
      bekaraari mein raahat h*u*i hain
      aaja aaja aaja aaja ho
      aaja aaja piya ab toh aaja – 2
      dekh to kaisi haalat h*u*i hain
      aake humko gale se laga ja – 2
      tujhse milne ki chahat *** hain

      source:

    • #10195
      Ek.Ajnaabi
      Participant

      Thank you Purnima

    • #10196
      Ek.Ajnaabi
      Participant
Viewing 4 reply threads
  • You must be logged in to reply to this topic.