--FEMALE-- (La la la la la la la la la la la La la la la la la la la la la) - 2 Odhni odhke naachoon, odhni - 4 Naachoon odhni odhke yaar Ke dil pardesi ho gaya Hamein tumse ho gaya pyaar Ke dil pardesi ho gaya Ho naachoon odhni odhke yaar Ke dil pardesi ho gaya O hamein tumse ho gaya pyaar Ke dil pardesi ho gaya Odhni odhke naachoon, odhni - 2 --MALE-- Tere ishq ka chhaaya khumaar Ke dil pardesi ho gaya Hamein tumse ho gaya pyaar Ke dil pardesi ho gaya Har kasam todke naachoon, har kasam - 2 --CHORUS-- Odhni odhke naachoon, odhni --FEMALE-- (Bole choodi, paayaliyaan bole Aaja doli leke aaja saajna) - 2 Haathon mein mehndi ho, maang meri sindoori ho Tere naam ka kiya singaar yeh singaar Mere roop ki aayi baahaar Ke dil pardesi ho gaya O naachoon odhni odhke yaar Ke dil pardesi ho gaya --CHORUS-- Milan ka mausam aayo re, pyaar le aayo re - 2 --MALE-- (Main to tere naam likhoonga Pyaasi yeh kahaani ehsaas ki) - 2 Milna ho to aisa ho, sadiyon tak na doori ho Maine barson intezaar o dildaar Beqaraari mein bhi aaya qaraar Ke dil pardesi ho gaya O hamein tumse ho gaya pyaar Ke dil pardesi ho gaya Har kasam todke naachoon, har kasam - 2 --FEMALE-- Naachoon odhni odhke yaar Ke dil pardesi ho gaya O hamein tumse ho gaya pyaar Ke dil pardesi ho gaya Odhni odhke naachoon, odhni - 4
Added by
Mukesh
WRITE A COMMENT
WRITE A COMMENT

No comments yet