--MALE 1-- Aa main kadhe ki gali mein jaana chhod diya Jab se dekha usse sheeshe ka jaam tod diya Jo jaam se peeta hoon Jo jaam se peeta hoon utar jaati hai - 2 Utar jaati hai, utar jaati hai - 2 Jo jaam se peeta hoon utar jaati hai Utar jaati hai, utar jaati hai Jo aankh se peeta hoon to chad jaati hai - 2 Chad jaati hai, chad jaati hai - 2 Jo jaam se peeta hoon utar jaati hai Jo aankh se peeta hoon to chad jaati hai Mastaana yaar tauba, hasti bahaar tauba Voh chupke vaar tauba, nazron ki maar tauba Chhaaye khumaar tauba, aaye qaraar tauba Dil jaaye haar tauba, ho jaaye pyaar tauba Na poochh yaar mohabbat ka nasha kaisa hai Koi din raat khayaalon mein basa rehta hai Badi haseen is mein shyaam-o-saher hoti hai Na dard-o-gham ki na duniya ki khabar hoti hai --MALE 2-- Aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa aa --MALE 1-- Yeh bekhudi to zindagi mahekaati hai Mahekaati hai, mahekaati hai Jo aankh se peeta hoon to chad jaati hai - 2 Chad jaati hai, chad jaati hai - 2 Jo jaam se peeta hoon utar jaati hai Jo aankh se peeta hoon to chad jaati hai Hm, zulfon ki badaliyon mein, raaton mein hai nasha Mehboob ki ada mein, baaton mein hai nasha Dildaar ki sharaabi aankhon mein hai nasha Honton ki surkhiyon mein, saanson mein hai nasha Gulaabi narm se honton ko choomke dekho Kisi ki madhbhari baahon mein jhoomke dekho Deewane pyaar ka aisa suroor chhaayega Tujhe zameen pe bhi jannat ka maza aayega --MALE 2-- Aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa aa --MALE 1-- Yeh mekashi to aashiqui sikh laati hai Sikh laati hai, sikh laati hai Jo aankh se peeta hoon to chad jaati hai - 2 Chad jaati hai, chad jaati hai - 2 Jo jaam se peeta hoon utar jaati hai - 2 Utar jaati hai, utar jaati hai - 2 Jo aankh se peeta hoon to chad jaati hai - 2 --CHORUS-- Jo aankh se peeta hoon to chad jaati hai - 4 --MALE 1-- Aa aa aa, aa aa aa aa aa
Added by
Mukesh
WRITE A COMMENT
WRITE A COMMENT

No comments yet