Viewing 7 reply threads
  • Author
    Posts
    • #7082
      plumwish07
      Participant

      Would you give me english translation from Jaan E Maan movie?

    • #55682
      Nosyira
      Participant

      Hi, maybe you could tell us which song would you want to be translated?
      Then hopefully someone would be able to help you.. Smile
      Anyways, I have two lyrics posted here.. Is it one of these songs?
      If not, I will try to post the other lyrics soon.. Smile

      Movie Title: Jaan-E-Mann
      Lyrics : Gulzar
      Music Director : Anu Malik
      Singer: Sonu Nigam
      Song Title: Sau Dard

      –Male–
      (Sau dard hai, sau raahatein
      Sab mila dilnashin
      Ek tu hi nahin) -2

      Rukhi rukhi si yeh hawa
      Aur sukhe patte ki tarah
      Shehar ki sadko pe main
      Laawaris udta hua
      Sau raaste
      Par teri raah nahi

      Sau dard hai, sau raahatein

      Sab mila dilnashin

      Ek tu hi nahin

      Behta hai paani behne de
      Waqt ko yunhi rehne de
      Dariya ne karwat li hai toh
      Saahilon ko sehne de
      Sau hasratein
      Par tera gham nahi

      Sau dard hai, sau raahatein

      Sab mila dilnashin

      Ek tu hi nahin

      Song Title: Ajnabi Shehar Hai
      Singer: Sonu Nigam

      –Male–
      Ajnabi shehar hai
      Ajnabi shaam hai
      Zindagi ajnabi kya tera naam hai
      Ajeeb hai yeh zindagi yeh zindagi ajeeb hai
      Yeh milti hai bicarti hai bicarke phir se milti hai
      Ajnabi shehar hai
      Ajnabi shaam hai

      Aap ke ba-gair bhi humein
      Meeti lage udasiyaan
      Kya ye aap ka aap ka kamaal hai
      Shayad aap ko khabar nahi
      Hil rahi hai paaon ki zameen
      Kya ye aap ka aap ka khayaal hai

      Ajnabi shehar mein zindagi mil gayi
      Ajeeb hai yeh zindagi yeh zindagi ajeeb hai
      Mein samjha tha kareeb hai ye aur ka naseeb hai
      Ajnabi shehar hai
      Ajnabi shaam hai

      Baat hai yeh ek raat ki
      Aap baadalon pe lete the
      Hmm Woh yaad hai aapne bulaaya tha
      Sardi lag rahi thi aapko
      Patli chandni lape?e the
      Aur shaal mein khwaab ke sulaya tha
      Ajnabi thi sahi saans mein sil gayi
      Ajeeb hai yeh zindagi yeh zindagi ajeeb hai
      Mere nahi yeh zindagi rakeeb ka naseeb hai

    • #55683
      Nosyira
      Participant

      Song Title: Humko Maaloom Hai
      Singers: Sonu Nigam, Sadhana Sargam

      –Male–
      Mohabbaton mein jeene waale khushnaseeb hain,
      Mohabbaton mein marne waale bhi ajeeb hain;
      Azeem hai hamari dastaan jaan-e-mann,
      Faaslon mein rehte hain lekin kareeb hain

      –Male–
      Humko maaloom hai,

      –Female–
      Ishq masoom hai,

      –Male–
      Dil se ho jaati hai galatiyaan,

      –Female–
      Sabr se ishq mehroom hai

      –Male–
      Humko maaloom hai,
      Ishq maasom hai,
      Dil se ho jaati hai galatiyaan,
      Sabr se ishq mehroom hai

      –Female–
      Humko maaloom hai,

      Ishq maasom hai,

      Dil se ho jaati hai galatiyaan,

      Sabr se ishq mehroom hai

      –Male–
      Hua jo zamaane ka dastoor hai

      –Female–
      Mom maani nahi

      –Male–
      Dad naaraaz tha
      Meri barbaadiyon ka woh aaghaaz tha

      –Female–
      Ishq ka ek hi ek andaaz tha

      –Male–
      Woh na raazi hue

      –Female–
      Hum bhi baaghi hue

      –Together–
      Bekaraar hum faraar ho gaye..

      –Female–
      Humko maaloom hai,

      Ishq maasom hai,

      Dil se

      –Male–
      Ho jaati hai galatiyaan,

      –Together–

      Sabr se ishq mehroom hai

      –Male–
      Main pareshan hoon ek majboori par
      Hoga gam jaankar saath hoon main magar
      Mujhko rehna padega zara doori par
      Sirf do hi mahine hai seh lo agar
      Mera future hai teri kasam
      Mera future hai jismein piya

      –Female–

      Humko maaloom hai,

      Ishq maasom hai,

      Dil se ho jaati hai galatiyaan,

      Sabr se ishq mehroom hai

      –Male–
      Waqt se haara, lauta jo main
      Laut kar apne ghar, jaa chuki thi piya
      Phone karta raha, phone bhi na liya
      Maine khat bhi likhe, saal bhar khat likhe
      Meri aawaaz po?chi nahi
      Kho gayi meri piya kahin
      Mujhko umeed thi ek din toh kabhi
      Woh bhi aawaaz degi mujhe

      –Chorus–

      Humko maaloom hai,

      Ishq maasom hai,

      Dil se ho jaati hai galatiyaan,

      Sabr se ishq mehroom hai.

    • #55684
      Nosyira
      Participant

      Song Title: Qubool Karle
      Singers: Udit Narayan, Amit Sana, Rahul Vaidya, Prajakta Shukre, Monali Thakur

      –Male–
      Main usse ishq karta tha
      Woh mere saath padhti thi
      Woh mujhse ruthi rehti thi
      Na koi gaur karti thi
      Mujhe ignore karti thi

      –Chorus–
      Can't you see i am in love with you
      Say i do i do i do
      Kehde haan ji haan ji kehde kehde haan kehde haan kehde haan

      Qubool karle tu shamra ke na ghabra ke
      Qubool karle tu halke se ishaare se
      Qubool karle

      –Male–
      Yeh ladka bada achha hai
      Yeh dil ka bhala lagta hai

      –Female–
      Agar saat phere kaho
      Zyaada bhi sakta hai

      –Chorus–
      Aye sun
      Suna
      Gaya waqt aata nahi
      Aye chal chal na
      Yeh mauka hain jaane na de

      –Male–
      Main tumse ishq karta hoon
      Main tumpe jaan deta hoon
      Agar maano toh arzi leke aaya hoon
      Ke marzi ho anguthi pesh karta hoon

      –Chorus–
      He is so handsome he is a dude
      Say i do i do i do
      Didi abke naa mat karna sabki hogi shaamat warna
      Abke shaadi mukarna nahi

      Qubool karle yeh mauke ki nazaakat hain
      Qubool karle sharifon ki shararat hain
      Qubool karle barson ki ek mannat hain
      Qubool karle

      –Female–
      Gale se surila lage
      Mujhe toh rangila lage

      –Male–
      Isse kass lo kundli mein tum
      Agar thoda dhila lage

      –Chorus–
      Aji ji haan
      Yeh sanjog ki baat hain
      Kya ji ji kya
      Yeh mahurat mubarak rahe

      –Male–
      Tumhen jo bhi pasand hoga wohi meri pasand hogi
      Agar chaahogi raaten lambi ho jaaye toh
      Maano main dinon ko chhota kar dunga

      –Chorus–
      Girl he is dude to be truly true
      Say i do i do i do i do
      Didi maan bhi jaaon abke abke bachhon ki zidd maano
      Yeh mahurat nikal jaaye na

      Qubool kar le issi mein ab bhala hoga
      Qubool kar le kismat mein likha hoga
      Qubool kar le jo hona hai jaroor hoga
      Qubool kar le

    • #55685
      plumwish07
      Participant

      Thank you Nosyira. Yes i need english translation of saudard, humko maloom hai and Ajnabi Shehar Hai
      . I would appreciate if you can provide the english translation about that. Thanks a lots.

    • #55686
      plumwish07
      Participant

      Dear Nosyira, can you help me on english translation about this songs?

    • #55687
      madhurdixit
      Participant

      Ajnabi Shehar Hai

      Ajnabi shehar hai
      This city is a stranger to me
      Ajnabi shaam hai
      This night is a stranger to me
      Zindagi ajnabi
      Oh strange life
      Kya tera naam hai
      What is your name (What are you like)
      Ajeeb hai yeh zindagi
      This life is a strange thing
      Yeh zindagi ajeeb hai
      A strange thing is this life
      Yeh milti hai bicharti hai
      You gain things, you lose things
      Bichar ke phir se milti hai
      And then get them back again
      Ajnabi shehar hai
      Ajnabi shaam hai

      Aap ke baghair bhi hamein
      Even without you
      Meethi lagi udaasiyan
      I find this loneliness sweet
      Kya yeh aap ka
      Is this you
      Aap ka kamala hai
      Your miracle
      Shayad aap ko khabar nahi
      Maybe you are uninformed
      Hil rahi hai paaon ki zameen
      The ground beneath your feet is moving
      Kya yeh aap ka
      Is this your
      Aap ka khayaal hain
      Your thoughts
      Ajnabi shehar mein
      In this strange city
      Zindagi mil gayee
      I found life
      Ajeeb hai yeh zidagi
      Yeh zindagi ajeeb hai
      Main samjha tha kareeb hai
      I thought it was close to me
      Yeh aur ka naseeb hai
      Turns out she’s meant for someone else
      Ajnabi shehar hai
      Ajnabi shaam hai

      Baat hai yeh ik raat ki
      It is about one night
      Aap badalon pe lete the
      You were lying on a cloud
      Hmm
      Yes
      Woh yaad hai
      I remember
      Aapne bulaaya tha
      You called me
      Sardi lagrahi thi aapko
      You were feeling cold
      Patli chandni lapete the
      Holding a small blanket
      Aur
      And
      Shaal mein
      Inside it
      Khaab ke sulaaya tha
      Your dreams were asleep
      Ajnabi hi sahee
      So what if I’m a stranger
      Saans mein silgayee
      In whose arms you found comfort
      Ajeeb hai yeh zidagi
      Yeh zindagi ajeeb hai
      Meri nahi yeh zindagi
      This life isn’t mine
      Raqeeb ka naseeb hai
      It is the blessing of someone else

      Humko Maloom Hai

      Mohabbaton mein jeene waale khush naseeb hai
      Lucky are those who live in love
      Mohabbaton mein marne wale bhi ajeeb hai
      How strange are those who die in love
      Azeem hai hamari daastan jaan-e-mann
      Our story is grand, oh life of my soul
      Faaslon pe rehte lekin kareeb hai
      We live apart yet still we are close together

      Humko maloom hai
      We know about how
      Ishq masoom hai
      Love is so innocent
      Dil se hojati hai ghaltiya
      The heart can make mistakes
      Sabr se ishq mehroom hai
      Love is detached from patience (love is impatient)

      Humko maloom hai
      Ishq masoom hai
      Dil se hojati hai ghaltiya
      Sabr se ishq mehroom hai
      Humko maloom hai
      Ishq masoom hai
      Dil se hojati hai ghaltiya
      Sabr se ishq mehroom hai

      Jaan-e-mann jaan-e-mann
      Life of my soul

      Huwa jo zamaane ka dastoor hai
      Whatever happened was the fault of time
      Mom maani nahi
      Mom didn’t listen
      Dad naaraaz tha
      Dad was upset
      Meri barbadiyon ka woh aaghaaz th

    • #55688
      madhurdixit
      Participant

      Ajnabi Shehar Hai

      Ajnabi shehar hai
      This city is a stranger to me
      Ajnabi shaam hai
      This night is a stranger to me
      Zindagi ajnabi
      Oh strange life
      Kya tera naam hai
      What is your name (What are you like)
      Ajeeb hai yeh zindagi
      This life is a strange thing
      Yeh zindagi ajeeb hai
      A strange thing is this life
      Yeh milti hai bicharti hai
      You gain things, you lose things
      Bichar ke phir se milti hai
      And then get them back again
      Ajnabi shehar hai
      Ajnabi shaam hai

      Aap ke baghair bhi hamein
      Even without you
      Meethi lagi udaasiyan
      I find this loneliness sweet
      Kya yeh aap ka
      Is this you
      Aap ka kamala hai
      Your miracle
      Shayad aap ko khabar nahi
      Maybe you are uninformed
      Hil rahi hai paaon ki zameen
      The ground beneath your feet is moving
      Kya yeh aap ka
      Is this your
      Aap ka khayaal hain
      Your thoughts
      Ajnabi shehar mein
      In this strange city
      Zindagi mil gayee
      I found life
      Ajeeb hai yeh zidagi
      Yeh zindagi ajeeb hai
      Main samjha tha kareeb hai
      I thought it was close to me
      Yeh aur ka naseeb hai
      Turns out she’s meant for someone else
      Ajnabi shehar hai
      Ajnabi shaam hai

      Baat hai yeh ik raat ki
      It is about one night
      Aap badalon pe lete the
      You were lying on a cloud
      Hmm
      Yes
      Woh yaad hai
      I remember
      Aapne bulaaya tha
      You called me
      Sardi lagrahi thi aapko
      You were feeling cold
      Patli chandni lapete the
      Holding a small blanket
      Aur
      And
      Shaal mein
      Inside it
      Khaab ke sulaaya tha
      Your dreams were asleep
      Ajnabi hi sahee
      So what if I’m a stranger
      Saans mein silgayee
      In whose arms you found comfort
      Ajeeb hai yeh zidagi
      Yeh zindagi ajeeb hai
      Meri nahi yeh zindagi
      This life isn’t mine
      Raqeeb ka naseeb hai
      It is the blessing of someone else

      Humko Maloom Hai

      Mohabbaton mein jeene waale khush naseeb hai
      Lucky are those who live in love
      Mohabbaton mein marne wale bhi ajeeb hai
      How strange are those who die in love
      Azeem hai hamari daastan jaan-e-mann
      Our story is grand, oh life of my soul
      Faaslon pe rehte lekin kareeb hai
      We live apart yet still we are close together

      Humko maloom hai
      We know about how
      Ishq masoom hai
      Love is so innocent
      Dil se hojati hai ghaltiya
      The heart can make mistakes
      Sabr se ishq mehroom hai
      Love is detached from patience (love is impatient)

      Humko maloom hai
      Ishq masoom hai
      Dil se hojati hai ghaltiya
      Sabr se ishq mehroom hai
      Humko maloom hai
      Ishq masoom hai
      Dil se hojati hai ghaltiya
      Sabr se ishq mehroom hai

      Jaan-e-mann jaan-e-mann
      Life of my soul

      Huwa jo zamaane ka dastoor hai
      Whatever happened was the fault of time
      Mom maani nahi
      Mom didn’t listen
      Dad naaraaz tha
      Dad was upset
      Meri barbadiyon ka woh aaghaaz th

Viewing 7 reply threads
  • You must be logged in to reply to this topic.