Aahista Aahista

–MALE– Hm hm hm hm hm hm, hm hm hm hm hm hm Nindiya tu aa, hm hm hm hm hm Aahista aahista, aahista aahista Nindiya tu aa in do nainon mein Halke se haule se, kuch sapne bhole se Nindiya tu laa in do nainon mein, ho Bahe soyi soyi jaise saari hawaayein Sama […]

Dekho Na

–FEMALE– Hm hm, hm hm hm hm hm, hm hm hm hm Dekho na, zara dekho na Tum ho main hoon aur yeh tanhaaiyaan hain Dekho na, zara dekho na Kaisi naram si yeh parchhaaiyaan hain Suno zara, suno zara dhadkanon ki sada Suno zara, suno zara geet khaamoshi ka Suno zara, kehti hai raat […]

Gungunaati Hai

–FEMALE or MALE– Gungunaati hai, geet gaati hai zindagi Tum jo aaye to Muskuraati hai, khilkhilaati hai zindagi Tum jo aaye to Dil mein ab jaise kaliyaan si khilti hai – 2 Gul khilaati hai, maheke jaati hai zindagi Tum jo aaye to Gungunaati hai, geet gaati hai zindagi Tum jo aaye to Muskuraati hai, […]

Jab Dil Mile

–MALE– Hey hey hey, hey hey hey hey hey – 2 Jab dil mile dilon ko kya mila – 2 Mere dil se poochh zara –FEMALE– Tere dil ne hai mere dil se kaha – 2 Hum dono ko pyaar mila –MALE– Jab dil mile dilon ko kya mila – 2 (Humse ab log roothe […]

Jeevan Path

–FEMALE– Jeevan path mein mod hain kitne Kitne hain doraahein Kaunsi raah ko chhode raahi Kis raah jaana chaahe Kaunse raste apne hain aur kaunse hain begaane Koi nahin yeh jaane Jeevan path mein mod hain kitne Kitne hain doraahein Kaunsi raah ko chhode raahi Kis raah jaana chaahe Zang lagi hain kuch zanjeerein Kaayi […]

Masti Masti

–MALE– Masti hi masti mann jo paa gaya to mann kyoon na naache Masti mein hum jo gaaye tum bhi gaao Jhoome har pal jo aise mann mera to tan kyoon na naache Hum naache dhoom machaaye tum bhi gaao Masti hi masti lagta hai ke jaise hai barasti Masti hi masti mann jo paa […]

More Saiyyan Bhaye

–FEMALE– More saiyyan bhaye kotwaal, bhaye kotwaal Ho more saiyyan bhaye kotwaal, ab darr kaahe ka – 2 Voh karenge meri dekhbhaal, ab darr kaahe ka Ab main saari nagariya ki hoon rani Main karoon chaahe jitni bhi manmaani Kaun hai, kaun hai Kaun hai jo karega sawaal, ab darr kaahe ka More saiyyan, o […]

Chanda Re

–MALE– (Chanda re chanda re, kabhi to zameen par aa Baithenge baatein karenge) – 2 (Chanda re chanda re, kabhi to zameen par aa Baithenge baatein karenge Tujhko aate idhar laaj aaye agar Odhke aaja tu baadal ghane) – 2 (Gulshan gulshan, vaadi vaadi Behti hai resham jaisi hawa) – 2 Jungle jungle, parvat parvat […]