LYRIC


--FEMALE--
Mm mm mm mm, aa aa aah - 2
Kyoon baar baar aankhon mein tum
Karvat lete ho
Na sote ho, na mujhko tum
Sone dete ho, oh
Kyoon baar baar aankhon mein tum
Karvat lete ho
Oh, ho ho ho
Mm mm mm mm, aa aa aah - 2
Kahan chhupe ho seene mein tum
Saansein bhaari rehti hai
Oh, neend mein ho ya sapnon mein
Kyoon palkein bhaari rehti hai
Oh, ho ho ho
Kyoon baar baar aankhon mein tum
Karvat lete ho, oh ho
Na sote ho, na mujhko tum
Sone dete ho
Mm mm mm mm, aa aa aah - 2
Saare ang tum apne rakhna
Aankh ka rang to mera ho
Haan, thodi thodi shyaam ki rangat
Halka halka savera ho
Oh, ho ho ho
Kyoon baar baar aankhon mein tum
Karvat lete ho, oh ho
Na sote ho, na mujhko tum
Sone dete ho
Mm mm mm mm, aa aa aah - 4

Added by

Mukesh

SHARE

Your email address will not be published.

ADVERTISEMENT

VIDEO

No Video Found

ADVERTISEMENTs