LYRIC

--MALE--
Tere mere dil mein jo hai voh kehna hai
Tere bina ab kahin bhi na rehna hai
Oh, Tere mere dil mein jo hai voh kehna hai
Tere bina ab kahin bhi na rehna hai
Duniya se hum kyoon darre
Khullam khulla pyaar kare, pyaar kare - 2
--FEMALE--
Tere mere dil mein jo hai voh kehna hai
Tere bina ab kahin bhi na rehna hai
Oh, Tere mere dil mein jo hai voh kehna hai
Tere bina ab kahin bhi na rehna hai
Duniya se hum kyoon darre
Khullam khulla pyaar kare, pyaar kare - 2
--MALE--
Aankhon mein teri aankhon ka nasha
--FEMALE--
Baaton mein tere baaton ka nasha
--MALE--
Haai, aankhon mein teri aankhon ka nasha
--FEMALE--
Oh, baaton mein tere baaton ka nasha
--MALE--
Tere ishq ne mujhko maara
--FEMALE--
Samjhoon main tera ishaara
Kyoon milke aahen bhare
Khullam khulla pyaar karen, pyaar karen
--MALE--
Khullam khulla pyaar karen, pyaar karen
--FEMALE--
Maine voh suna tune jo kaha
--MALE--
Achha na lage ab yeh faasla
--FEMALE--
Oh, maine voh suna tune jo kaha
--MALE--
Achha na lage ab yeh faasla
--FEMALE--
Mera husn hai aashiqaana
--MALE--
Mera ishq bhi hai deewana
Kyoon milke tanha jale
Khullam khulla pyaar karen, pyaar karen
--FEMALE--
Khullam khulla pyaar karen, pyaar karen
--MALE--
Tere mere dil mein jo hai voh kehna hai
Tere bina ab kahin bhi na rehna hai
--FEMALE--
Tere mere dil mein jo hai voh kehna hai
Tere bina ab kahin bhi na rehna hai
--BOTH--
Duniya se hum kyoon darre
--MALE--
Khullam khulla pyaar karen, pyaar karen
--FEMALE--
Khullam khulla pyaar karen, pyaar karen
--BOTH--
Khullam khulla pyaar karen, pyaar karen - 2

Added by

Mukesh

SHARE

Your email address will not be published.

ADVERTISEMENT

VIDEO

No Video Found

ADVERTISEMENTs