LYRIC


--MALE--
hum hain iss pal yahan
jaane ho kal kahan
hum mile na mile
hum rahe na rahe
rahegi sadaa yahan
pyar ki yeh dastaan
sunenge sadaa jisse
yeh zameen asmaan

--FEMALE--
hum hain iss pal yahan
jaane ho kal kahan
hum mile na mile
hum rahe na rahe
rahegi sadaa yahan
pyar ki yeh dastaan
sunenge sadaa jisse
yeh zameen asmaan

--MALE--
rang dhal jaate hain
din badal jaate hain
raatein so jaati hain
raahein kho jaati hain
pyar khota nahin
pyar sota nahin
pyar dhalta nahin
haan badalta nahin

--FEMALE--
hum hain iss pal yahan
jaane ho kal kahan
hum mile na mile
hum rahe na rahe
rahegi sadaa yahan
pyar ki yeh dastaan
sunenge sadaa jisse
yeh zameen asmaan
hum jahan aaye hain
meherbaan saaye hain
hum yahan khwaabon ke
Karwaan laaye hain
dhadkane hain jawaan
gaa raha hai samaa
pigli pigli se hain
mekhi tanhaiyan
hum hain iss pal yahan
jaane ho kal kahan

--MALE--
hum mile na mile

--BOTH--
hum rahe na rahe
rahegi sadaa yahan
pyar ki yeh dastaan
sunenge sadaa jisse
yeh zameen asmaan

Added by

Mukesh

SHARE

Your email address will not be published.

ADVERTISEMENT

VIDEO

No Video Found

ADVERTISEMENTs